Is Zindagi Ki Khafile Mein Koi Apna Nahi Dikhta
Dhadhakta Hain Seene Mein Jo Wo Apna Nahi Lagta
Apne Humsafar Ko Apni Saans Jab Hum Samajh Baithe
Wo Bhari Mehfil Mein Hamare Paas Ki Hawa Ban Baithe
Wo Sochte Nahi Hum Kya Mehsoos Karte Hain
Wo Samajhte Nahi Hum Kya Irshad Karte Hain
Aj Bhari Duniya Mien Apna Koi Nahi Lagta
Jisko Apna Samajhne Lage The Is Duniya Mien
Wahi Sab Jaan Kar Kuch Na Samajha
Jo Na Karna Chahun Usi K Liye Majboor Karta Hai
Kya Karun Ab Samaj Nahi Aata
Bin Tere Jiya Bhi To Nahi Jata
Kaash Tu Kabi Samaj Leta
Dil Mein Thandak Aur Sukoon Aajata