Is Jahan Mein Mujhse Kisi Ko
Payar Nahi Mujhe Aaya Na
Payar Karna Ya Is Jahan Mein
Payar Nahi Is Jahan Mein Kisi Ko
Mera Intizar Nahi Mujhe
Dosti Karna Na Aaya Ya Is
Jahan Mein Dost Nahi Is Jahan
Mein Meri Bhavna Pe Kisi Ko
Atbar Nahi Mujhe Bhavna Ki
Pahchan Karwana Na Aaya Ya
Is Jahan Mein Bhavna Nahi Is
Jahan Mein Kal Bhee Kuch Karunga
Kisi Ko Yakin Nahi Mujhe
Yakin Karvana Na Aaya
Ya Is Jahan Mein Yakin Nahi