Hum Mohabbat Pe Kiski Bharosa Karein
Hum Mohabbat Pe Kiski Bharosa Karein
Aaj Kal Kis Qadar Bewafa Log Hai
Is Zamane Mein Apna Banaye Kisai
Aasara Deke Dete Dagha Log Hai
Hum Mohabbat Pai Kiski Bharosa Karai
Aaj Kal Kis Qadar Bewafa Log Hai
Hum Nai Apna Banaya Jise Baa Khuda
Hum Nai Apna Banaya Jise Baa Khuda
Chaar Din Sath Rehkar Hua Woh Juda
Har Qadam Par Fareb-E- Mohabbat Mila
Phir Bhi Kehte Hai Hum Bawafa Log Hai
Is Zamnai Mai Apna Banaye Kisai
Aasara Deke Dete Dagha Log Hai
Hum Nai Izzat Bhi Ki Aur Azmat Bhi Di
Rahat-E- Dil Dil Diya Aur Mohabbat Bhi Ki
Itni Qurbani Dekar Bhi Aansu Mile
Ai-Khuda Tere Duniya Mai Kya Log Hai
Is Zamnai Mai Apna Banaye Kisai
Aasara Deke Dete Dagha Log Hai
Subah Ko To Baaqi Shaam Ko Jaakai Pi
Inki Baato Mai Ai Dil Na Aana Kabhi
Subah Ko To Baaqi Shaam Ko Jaakai Pi
Inki Baato Mai Ai Dil Na Aana Kabhi
Yeh To Maikhana-E- Jaa Kai Peetai Hai Khoob
Aur Kehte Hai Hum Parsa Log Hai
Hum Mohabbat Pai Kiski Bharosa Karai
Hum Mohabbat Pai Kiski Bharosa Karai
Aaj Kal Kis Qadar Bewafa Log Hai
Is Zamnai Mai Apna Banaye Kisai
Aasara Deke Dete Dagha Log Hai