Hoth Jalte Hai Muskurane Se
Phir Bhi Shikwa Nahi Zamane Se
Ashq Chalak Jate Hai Aanho Ke Paimane Se
Chipai Nahi Chipta Mera Dard Chupane Se
Kaun Kerta Hai Pyar Mujhse Or Mere Aashiyane Se
Sochta Rehta Hu Baithker Kisi Tarane Me
Jooth Bol Deta Hu Dosto K Puchne Per
Nikal Jata Hu Kahi Door Samandr Ki Lahro Per
Ghut Ghut Ker Mar Raha Hu Shayad Zinda Reh Ker
Ya Jiye Ja Raha Hu Shayad Ek Bhujti Chingari Banker