Ghar Kabhi Aaye Nahi Ab, Kabar Pe Aate Hai Woh,
Umar Bhar Kante Diye Hain, Umar Bhar Kante Diye Ab
Phool Barsate Hain Woh, Ghar Kabhi Aaye Nahi Ab,
Kabar Pe Aate Hai Woh Aay Mere Kafan Ki Mitti,
Mere Haathon Ki Mehndi Banja, Surkh Joda Pahan Kar
Shayad Idhar Aate Hain Woh, Umar Bhar Kante Diye Hain,
Umar Bhar Kante Diye Ab Phool Barsate Hain Woh,
Eek Pal Ki Zindgani, Phir Mile To Dekh Loon,
Kabar Meri Ke Bahane, Ab Kidhar Jaate Hain Woh,
Umar Bhar Kante Diye Hain, Umar Bhar Kante Diye Ab
Phool Barsate Hain Woh, Mere Mar Jane Ke Baad,
Kya Kam Hua Unka Guroor, Ya’abhi Pehle Ki Tarah,
Kul Kar Muskurate Hain Woh, Umar Bhar Kante Diye Hain,
Umar Bhar Kante Diye Ab Phool Barsate Hain Woh
Ghar Kabhi Aaye Nahi Ab, Kabar Pe Aate Hai Woh