Chakna Chur Ho Gaya Hai Dil Sheshey Ki Tarah
Jiss Ke Harr Aqsh Mein Sirf Tum Hi Tum Nazar Aati Ho
Aye O Dil Nashi Yeh Galti Na Karna
Kisi Aur ko Mera Dil Deekhane ki
Yeh Soch Ke Ki Mein Hungi
Iss Dil Mein kisi kone Mein Chuppi
Tasveer Se Tasveer Banaya tha
kum Thi Hoton Mein Zindagi Ki Lakirey
Tere Ane Se Usey Badhaya Tha
Kiya Maloom Thha ki Tum Itna Rulaogi
Janta Agar Maut Zindagi Se Behtar Hai
To Mai Ne Kabhi Bhi Zindagi Ko Na Apnaya Tha
Arzoo Muddat Se Dilo Mein Thi Ashique Ka
Ager Janta Ki Yeh Zaher Se Bhi hai Zahrila
To Mai Bhi Koi Aisa Thod Sekh Ata
Jis Se Apni Jaan Mai Bacha Pata
Wafa Ki Thi Hamhey Un Se Ummeed
Raato Mein Khaboo Ko Ki Thi Thaqeed
Mai Jo Bhi Dekhu khaab
Dekhu Un Ko Hi App
Khaab Bhi Dekhey Ahsaas Bhi Kiya
Magar kiya kahey Unho Ne Wafa Hi Na Kiya
Dard ke Ishedar Hum Ho Gaye Khusiyo Ke Woh
Aisa Kiya Piyar
Jo Barbaad Hum Ho Gaye Abad woh
Daar Hai ki kahi Chub Na Jao Dil Mein Unkey
Kar Na Du Ghayal Unkey Khayalat
Aye Khudaya De Aise Halat
Ki Woh Bhul Jaye Humhey
Chahey Din Ho Ya Raat
Mai Na Awoo Un Ko Yaad
Woh Guzare Apni Zindagi Sabs-o-Saz