Chaandni Saare Zamaane Mein Nazar Aati Hain
Aaj Pahlu Mein Mere Chaand Kaa Tukda Aaya
Ishq Tujhse Naa Karoon Phir Mera Kaun Apna Hain
Iss Zamaane Mein To Apne Sabhi Begaane Hain
Ekk Tujhise Meri Ummeed Hain Baaqi Abtak
Warna Iss Duniya Mein Kya Khaaq Dhra Rakkha Hain
Aapse Ishq Hua, Bas Mein Nahi Dil Apna
Duniya Waale Ise Nadaan Kaha Karte Hain
Kya Zaroori Hain Jo Rukhsaar Tera Main Dekhoon
Jhoothi Ulfat To Sabhi Log Kiya Karte Hain
Naa Zindagi Mein Mujhe Mil Saka Wo Ishq-E-Yaar
Meri Lahad Pe Diya Kyun Jala Hua Hai Aaj
Naa Zindagi Mein Mujhe Mil Saka Wo Ishq-E-Yaar
Meri Lahad Pe Diya Kyun Jala Hua Hain Aaj
Woh Paas Aaye Mere Kahne Lage Pyaar Karo
Ajab Ye Ishq Hain Kyun Jaan Meri Leta Hain
Mile Jo Tum To Zamaana Bahisht Lagta Hain
Maut Aaye Naa Mujhko Hai Ilteja Ye Khuda Se
Is Zamaane Ko Hi Zulmat Kaa Samandar Samjho
Ranjishen Apno Se Rakhne Kii Zaroorat Hii Nahi
Woh Dil Mein Mere Baithe Hain, Wafha Kii Baat Karte Hain !!
Bithaayen Mujhko Apne Dil Mein Phir Sonchen Wafha Kya Hain !
Ye Tera Pyaar Hain Jisse Main Abhi Zinda Hoon
Baat Ye Aur Hain Kii Zindaagi Kat Ti Hii Nahi