Apne Khayalon Ko Mujhe Batlaya To Hota
Dil Ke Kuch Raazo Ko Gar Tune Yun Naa Dabaya Hota
Naa Samjhtey Be’wafa Tumko Hum
Agar Tune Apne Ansuon Ko Na Chipaya Hota
Ab Hum Par Jab Saare Raaz Khul Gaye
Ab Humey Maloom Hai Tum Hamesha Se Humarey Hi Rahe
Khud Ko Ab Hum Khatawaar Mantey Hai
Ke Tere Ghumo Ke Liye Hum Khudko Zimmewar Mantey Hai
Khot Humarey Hi Pyar Mein Hogi Ke Tujhe Naa Samajh Sake
Yun Toh Tum Khud Ba Khud Jalti Rahi
Hum Uss Mohabbat Ki Aag Ko Naa Samajh Sake
Agar Shak Tha Tumhe Is Pyaar Per Toh Tu Jaanley Aaj
Hum Aiso Me Se Nahin Jo Gham-E-Ishq Per Dede Jaan
Hum Toh Woh Hain Jo Jee Kar Marenge Aur Rakhenge Ishq Laaj
Naa Ansoo Hain Naa Yaadein Hain Hai‚  Naa Tum Ho
Ab Hain To Sirf Hamarey Khataen Aur Tasveer Hai Un Ankhon Ki
Keh Rahi Hain Apni Gahraiyon Se Jo
Kash Tumney Ek Baar Toh Jhanka Hota Inme
Kash Tumney Kuch Apna Kho Kar Dekha Hoto Inme
Hum Ghareeb-E-Haalat In Manzorein Se Ghuzrey
Ke Apno Mein Hote Hue Bhi Anjaan Thae
Zamane Ho Gaye Iss Dasta’an-E-Ishq Ke
Par Anjaam Wahi Rahe