Aakhir Kyun Koi Ajnabi Zindagi Mein Aata Hai
Aachaanak Se Kyun Ye Dil Dharak Uthta Hai
Kyun Us Aajnabi Ko Dekhe Bina
Subhe Ka Suraj Nahi Ugta Shaam Nahi Dhalti
Kyun Jab Wo Milta Hai Tu Waqt Itni Jaldi Kyu Guzar Jata Hai
Kyun Koi Dill Mein Aake Dill Ko Toud Detaa Hai
Jo Puri Duniya Ke Saamne Humsafar Banne Ka Waada Karta Hai
Wo Hi Kyun Baad Mein Us Waade Se Muker Jata Hai,
Kyun Hum Us Shaks Ko Bhoola Nahi Paate
Jisse Hum Apne Se Bhi Zayada Bharosa Karte Hai
Jiske Liye Hum Dil-O-Jaan Nichawar Kar De
Aakhir Kyun Wo Shaks Dekh Ke Bhi Anjaan Banta Hai
Mujhe Aansoo Ka Tufa Deke Us Shaks Ko Kya Sakoon Milta Hai,
Aakhir Kyun agar Sil Tod Na Tha,Beech Rah Mein Chodna Tha Sab
Loogo Ke Samne Mere Pyaar Ka Mazaak Banana Tha
To Kyun Mera Haath Pakdaa Kyun Iss Dil Mein Aaye Mere
Sapno Mein Aaye Mujhe Itna Kyun Chaha Ki Bhoola Na Paun