Aaj Phir Waqt Se Kisi Ne Maar Khayi Hai
Tabahi Ke Phool Se Mehfil Ye Sajayi Hai
Ranj-O-Gham Ke Daur Kabhi Gujre Hi Nahi
Dum Bhar Hi Khushi Thi Ab Bas Tanhai Hai
Gunahgar Tha Mai Sila Ye Is Baat Ka Nahi
Jazbat Mere Toofan The Iski Saza Payi Hai
Rah Dikhe Na Koi Jameen Kabhi Mili Nahi
Mera Mustakbil*Wokaise Kahe Harjayi Hai
Meri Julfen Na Hatana Rukh Se Mere Tum
Ashk Bhari Nazaren Inhi Se To Chupayi Hai
Hai Shikayat Khudse Pachtawa Karke Bhi
Apne Hi Hathon Se Kabra Apni Khudwai Hai
Na Poocho Humse Kaifiyat*-E–Å—saccha_pyar
Hum Toot Chuke Ab Itni Hui Jaghasayi Hai