Aaj Phir Mehsoos Kiya
Apne Ander Ki Tanhai Ko
Samajh Na Pau Kucch Eise
He Shabdo Ki Gehrai Ko
Chalte Chalte Atit Ki Kucch
Yaadein Yaad Aa Jaate Hai
Ye Yaadein Kaise Bhe Ho
Aakhon Mein Nami De Hi Jati Hai
Aaj Phir Le Gaya Apne Aao Ko
Un Atit Ki Gehraiyon Tak
Pahuch Gaya Apne Aap Tak
Per Pahuch Na Paya
Un Perchaiyon Tak
Mite Ye Tanhai Ka Alam
Uthe Her Yaad Woh Taja
Mite Ye Tanhai Ka Mela
Bas Intezaar Hai Ab Tu Aaja
Tujhe Paane Ki Khwaish
Mein Ek Samjhota Bhe Ker Liya
Apni Tanhai Ko He Apna Dost Banaker
Mout Ki Raah Mein Chal Diya