Ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka

Rula dega use ek din khayal meri wafa ka

Usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse

Jis insaan ko maine darja diya khuda ka..