Raaste Mein Ek Chand Koh Dekh Kar Khade Reh Gaye,
Dil Ban Gaya Unka Andaleeb Magar Yeh Tadap Seh Gaye,
Andaleeb=lover;
Nigaahe Milee Meri Unse Toh Woh Kya Tha Manzar,
Aage Na Bade Aur Us Manzar Mein He Reh Gaye,
Achaanak Ek Khadam Badaaya Unhone Meri Taraf,
Hoton Seh Kaam Na Liya Magar Nigaaho Se Keh Gaye,
Woh Aage Bade Itnaa Ki Afzaa’ish-E-Mohabbat Huyi,
Woh Baazu Seh Guzar Gaye Toh Hum Khaamoshi Seh Gaye,
Dil They Armaan Khaid Itnee Jisey Hum Bataa Na Sake,
Haal-E-Dil Na Poocha Magar Akhtar-Shumaari Mein Reh Gaye,
Akhtar-Shumaari=counting Stars;
Aaya Paighaam-E-Judaai Ki Woh Kisi Aur Ke Hain Andaleeb,
Gharqaab-E-Ashk Huaa Main Ki Aansu Itne Beh Gaye,
Gharqaab-E-Ashk=drowm In Tears;
Aise Bataayi Unhone Doli Apni Hume ‘Saqib’,
Ki Hum Apne Janaaze Koh Haskar Dekhte Reh Gaye.