Aaj Bohot Dino Baadh Mere Khat Ka Jawaab Mila,
Mehenat Ke Liye Uski Qaasid Koh Ek Sawaab Mila,
Maine Haari Nahi Ummeed Apni Aakhri Dam Tak,
Meri Ummeed Ka Aaj Yeh Maa’al_be-Hisaab Mila.
Maa’al_be-Hisaab=unexpected Returns

Jaan Ki Na Kar Parwaah Hum Deedaar_tahayya Rahe,
Is Dil-Kash Adaayi Ke Liye Aashiq Ka Khitaab Mila.
Deedaar_tahayya=desire Of Getting A Sight Of Beloved
Samajhte Rahe Hum Ye Zamaane Koh Bedard Itnaa,
Aaj Isi Zamaane Mein Hume Apnaa Ushshaaq Mila.
Mil Toh Gaye Hume Hayaai Rehete Woh Yahaan Par,
Aap Milte He Ek Pal Mein Khas-O-Khaashaak Mila.
Hum_digar Hokar Is Bhi Ab Waqt Na Tha Bacha Saqib,
Ham_mazaar Huye Jab Duniya Seh Hume Firaaq Mila.
(Ham_mazaar= Tomb Beside Tomb, Firaaq=seperate)