A dil Rona nahi hai

kase samjhaoo ka rona nahi hai

Rona wale ko yeh duniya

Aur rolati hai

A dil-e-masoom tu na ro

bohat ro liya hai

Ab tu na roo kyon kai yeh duniya

Rona wale per hasti hai

ab to samajh ja A dil-e-masoom

jo chala gaya hai wo lot kar ata nahi hai

har taraf tanhai hai

har taraf andahra hai

du’a main bus maine us ko maanga hai

wo bhi majhey na mila hai

phir bhi tum majh se kahte ho rona nahi hai

es waqt puri duniya majh per has rahe hai

dil rona ko chah raha hai

aur tum kahte ho rona nahi hai

{k,k}