‘chahy mujrim samjy ya koi gunahgar hamain,,,,

saf kahty hain ik shakhs se hai pyar hamain,,,,,

dil diya hai us ko to muskrana kaisa?,,

pyar kiya hai to halat se derna kaisa?,,,

apny is jurm ka iqrar hai so bar hamain,,,

saf kahty hain k ik shakhs se pyar hai hamain,,,

hum ny mana k hamain pyar se jana ho ga,,,,

jan de kr bi hamain pyar nibhana ho ga,,,

lo suno tark-e-MUHABBAT se hai inkar hamain,,,

saf kahty hain k ik shakhs se pyar hai hamain’