Sapno ke duniya mein,
Har sapna ho suhana tumhara,
Har khushi mile tumhe,
Pyaar se saje har safar tumhara,
Muskurati raho tum sada,
Hassi se bhara ho jeevan tumhara,
Sare jahan ki mohabbat mile,
Chahat se bhara ho har lamha tumhara,
Chalna har sahai raaste pe tum sada,
Aankh khule toh ho jaye khuda tumhara
Related SMS:
- Muskurao aap to phool khil jaye.muskurao aap to phool khil jaye. baat karo to dil machal jaye. Itni dilkash hai...
- Ek phool bhi aksar baag saja deta hai,Ek phool bhi aksar baag saja deta hai, ek hi sitara sansar chamka deta hai....
Written by wakeel on January 24, 2012 5:12 am | Permalink | Read Comments (0)
Filed under Friendship SMS.
Filed under Friendship SMS.