Ab aansuo ko aankho mein sajana ho ga.,

Charaag bhuj gaye khud ko jalana hoga.,

Na samjhna k tumse b?char k khush hain.

Hamein logon ki khatir muskrana ho ga.,

Phir sham dhal gayi tum aaye na aaj b.

Dil ko aj phr umeedo se behlana ho ga.,

Wada tor kar k muskrate hain ap.

Dekhna ek din Sanam ap ko pachtana ho ga.,

Lahu se apne kafan pe tera nam likh jaungi.

Thaam k hath mein phool tumko aana ho ga.,

Abi se na kijiye Taqaaz e Masrufiyat k ap.

Abi Uthna ha janaza kandha tu dena ho ga.,

Mudaton kiya tera intizar aye ?anam..

Umar kat chuki ha ab tu tujhe ana ho ga.