Bush ka “Kutta” bush se roth gaya,
Ja k ganday nalay main doob gaya,
Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay,
Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay…:D
Politics SMS jokes messages / politicians sms collection in hindi, urdu and english
Bush ka “Kutta” bush se roth gaya,
Ja k ganday nalay main doob gaya,
Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay,
Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay…:D
Kid
Pid
Did
Sid
Fid
Wid
Lid
Gid
Hid
Jid
Sid
Mid
Pid
Vid
Lid
Qid
Pareshan nahi ho,
ye chaudhry shujat
press conference ker raha tha
In politics,
your enemies can’t hurt you,
but your friends will kill you.
Good leaders are like baseball umpires;
they go practically unnoticed
when doing their jobs right.
talash gumshuda naam . chaudry shujaat hussain bolney aur dekhne sa mazoor hi zahni tawazun darust nahi apna naam quaid .e.azam batata hi 18 feb ki sham kala chashma pehney cycle ko punshure lagwaney nikla tha abhi tak wapus nahi aya jis ko miley is pata per rabta kera . chaudry azzab elahhi gujrat
Bad officials
are elected
by
good citizens
who do not vote.
We have plenty of Confidence in this country,
but we are a little short of good men
to place our Confidence in. -Will
Rogers
IBLESS Went To Court To Prove That
He Is The Most Cruel & Wicked Guy On This Earth . . .
But
He Failed, Came Out & Angrily Asked . . .
“ yeh altaf bhai kaun hai?“
Mushraf ki niyat
“Niyat karta hoon 2 molvi marne ki.
6 rocket fire farz.
Wasty bUSH uncle k.
Muon mera Jamia hafza ki tarf”
Dil main he mere Dard-e-bhutto
“Dard-e-bhutto”
“Dard-e-bhutto”
Wo hasina wo nilam pari,,
hui thi wo election main khari,,
na jane kahan se goli chal pari,,
hamare lia ho gayi mushkil khari,,
Dil main hay mere
“”Dard-e-Bhutto””
“”Dard-e-Bhutto””
ha koi muqabla karne wala
yeah SMS sirf apko khush krnay k leay bhaija ha.
Es k miltay he mobile ke “LIGHT“ On ho ge.
Aur aap khush hongay k chalo Mulk main kahen to
“LIGHT“ ha.
Hichkion ka aana ye batata hy,
Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay,
Dil nahi samajhta magar ye tu such hay,
Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai.
Pakistani Courser:
MBBS:Master In Bomb Blasting Strategies
CAT:Career In Alqaeda & Taliban
IIT:Islamic Institute of Terrorism
The more you read and
observe about this Politics thing,
you got to admit that each party
is worse than the other.
The one that”s out always looks the best.
Play the real ‘COUNTER STRIKE’:
For the First time in Pakistan! Free for all..
Just load your weapons, get on the streets & connect to the server
”MQM”
No police/rangers to attack or arrest u.
All cheat codes activated!!
This offer is only valid 4 Karachi.
agar 1 ship main MUSHARAF,NAWAZ SHARIF,BENAZIR &
SHOUKAT AZIZ bethay hon or ship doob jaye to
phir kon bach jayega?
–
–
–
–
?
–
–
–
PAKISTAN
Politics is the gentle art
of getting votes from the poor
and campaign funds from the rich,
by promising to protect each from the other.
One Person went for Fishing,
He catches a heavy fish,
he was happy & he brought the fish at home.
He asked his wife to please coock it.
The said with anoyying mode.
Honey: There is No GAS
NO ELECTRIC
NO Ata (Flour)
No Ghee (Oil)
The Person was really upset. He took the fish
& come to sea side & drop back the fish in water.
After some time fish again came to Surface of Water & Shout
GEAY MUGHARAF
sheikh Radheed asked a girl.how much?
girl: 500 on bed
200 on sofa
and 100 on grass.
sheikh ok 500..
girl:wow on bed????
sheikh:no on grass five times.
In politics,
your enemies can’t hurt you,
but your friends will kill you.
Teri Duniya Se Bahut Dur Chale Jayenge
Teri Hansti Ankho Me Aansu Chhod Jayenge
Aaj Aap Humse Tang Ho
Aur 1 Din Tang Hone Ko Taras Jayenge
I don’t make jokes.
I just watch the
government
and
report the facts
Kisi ki yaad merey aas paas rehti hai,
Barey dinon sey tabiyat udaas Rehti hai.
Bichar gaya hai magar,dil yeh manta hi nahi.
Na janey kioon terey milney ki aas rehti hai,
Chura k dil agar woh chal diya to herat kion.
Khushi yahaan humesha kis key paas rehti hai
M Ali Jinnah = Qaid-e-Azam
Liaqut Ali = Qaid-e-Millat
Fatima Jinnah = Madar-e-Millat
Pervez Musharraf = Qaid-e-Qillat :p
1 Anokhi Dua
Aap ko Khushyan itni milen jitni MUSHARRAF ko Gaaliyaan…
Aapki Zindagi Se Gham aise khatam hoon jese PTV se haya
Aapko GEO jesa sabar miley
Shorat itni mile jini “BB†ko mili
Health aesi mile jese SANGEETA ko…
or
Aap ke din aise phir jaye jese ZARDARI ke
Sadar-e-Pakistan
Perwaiz Musharaf
Khudkush Hamlay main
*HALLAK*
.
.
.
Honay Walon Ko 5 ‘ 5 Lakh Rupay dain ga.
Har Qadam Khush-Hally ke Janib. Fouj k anay sa Farq to parta ha….
Kab Mene Kaha
Sona Chandi Chahiey
Bas Apke Dil Me
Ek Chhota Sa Kona Chahiey
Keh Ske Jise Hum Dil Se Apna
Aisa Bhi To Koi dost Hona Chahiey
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum,
Ankhon mein aansu hai ya udas hai ham,
Kaise kahain k kaisey hain ham,
Bas itna samaj lena k tum bin bohat akele hai ham,
Kion har bar mosam ki tarah badal jate ho,
Har bar hamara dil dukhatay ho,
Yeh bat sun ker hamari roh tak kanp gaye,
Ae dost tum masjidon se chapal or lote churate ho
Kabhi zindgi ka sauda na kar saka
Uski yadoko dilse juda na kar saka
Use bhulne ki aarzu thi Par
kaise kare wo kaam jo khuda na kar saka
Benazir aae gi,
Kapre dilae gi,
Bhookay ko khana khilae gi,
Bay ghar ko makan dilae gi,
.
.
.
Phir gharib ki ankh khule jae gi,
Kion k subah jo ho jaye gi 😉
Wo kehte he humari shayari churai hui hoti he
Yun to net par sms ka khazana hota he
Par zaalimo, kuch to kaddar karlo
Akhir selection humara hota he
Politics is the art of looking for trouble,
finding it whether it exists or not,
diagnosing it incorrectly,
and applying the wrong remedy.
bus yehi chund khiyalaat liye
teri yadoon ki mehak sath liye
akser hum door khuwaboo k jazeray main uter jatey hian
kyun k hum aur tum sirf khuwaboo main he mil saktey hain
Samjha Lo apny dil ko pyar na kery
Meri Filtrat hai Bewafai Izhar na kery
Humse Pao gay Dhoka Tum Yaad Rekhna
Pehly hee Kehty hain Koi Hamara Itibaar na kery
Government is like a baby.
An alimentary canal with
a big appetite at one end
and no sense of responsibility at the other.
Dil main mery hai dard-e-bhutto , Darde bhutto…
Dil mey mery hai darde bhutto!
Wo Hasina Wo nilam pari, Election may b thee woh khari,
Pata ni kahan say goli chali…
sab k lye hogai mushkil khari
Dil main merey hai dard -e-bhutto, dard-e-bhutto
Do chaar lafz bol ker mein chup ho gaya
Wo muskura ke boli bohot bolte ho tum
Gunah karke saza se darte hain,
zahar pee ke dawa se darte hain,
dushmano ke sitam ka khauff nahi,
hum toh doston ki wafa se darte hain
Kuch Fasle sirf ankho se hote hai,
Dil ke fasle to bato me hote hai
Hum lakh koshish kare bhulane ki,
Par kuch rishte sanso se hote hai
Ek Tere Rooth Jane se..!
kiisi ko kuch nahi hota..!!
Phool bhi Mehakte hain ..!!
Rang Bhi
Damakte Hain ..!!
Sooraj Bhi
Nikalta hai ..!!
Taare Bhi Chamakte Hain..!!
Lekin..!!
Itna Zuroor Hota Hain..!!
Ek Tera Rooth jane Se..!!
Koi Hasna Bhool jata hai ..!
Any party which takes credit for the rain must not be
surprised if its opponents blame it for the drought.
-Dwight Morrow
Kabhi ye phool jaisy hai,
Kabhi ye dhool jaisy hai,
Kabhi ye chaand jaisy hai,
Kabhi babool jaisy hai ,
Kabhi masroor karti hai,
Kabhi majboor karti hai,
Kabhi ye roag dayti hai,
Kabhi ye rool dayti hai,
Kabhi lay paar jati hai,
Kabhio ye maar jati hai,
MUHABBAT jeet hoti hay ,
Magar……………..
Ye HAAR jati hai.
Apki chahat humari
kahani he,
Ye kahani is waqt ki maherbani he,
Hamari maut ka to pata nahi,
Par yeh zindgi sirf Apki diwani he
Dil mai intezar ki lakeer chor jaengay,
Ankhon mai yadon ki nami chor jaingey,
Dhondte phiro gay hamain 1 din,
Zindagi mai eik aisi kami chor jayengay
Politics, it seems to me, for years, or all too long, has
been concerned with
right or left
instead of
right or wrong.
I offer my opponents a bargain:
if they will stop telling lies about us,
I will stop telling the truth about them.
Honesty in politics is much like oxygen.
The higher up you go,
the scarcer it becomes.
Jab koi khial dil se takra-ta hai
Dil na chah ker bhi khamosh ho jata hai
Koi sab kuch keh ker mohabbat jata-ta hai
Tou koi kuch na keh ker Mohabbat Nibhata hai
A good leader is a person
who takes a little more than
his share of the blame
and
a little less than his share of the credit.
Kismat pur aitbar kisko hai,
Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
Kuch mazboorian hain mere dost,
Warna judai se pyaar kisko hai
A promising young man
should go into politics so that he can
go on promising for the rest of his life.
Bush & Musharaf were flying in a plane.
Bush said: If I drop a billion dollars
here I wil make a million People happy.
Musharaf said: If I drop my uniform i will
make my whole country happy.
Suddenly USAMA BIN LADIN said: If I drop this plane
I will make the whole world happy!
Considering his achievements
of creating shortage of
wheat
gas
power
sugar
water
Musharaf has been given
the title of Quaid-e-Qillat !!
Wo Ghadi Kuch Khaas Thi
Jab Mout Khadi Mere Paas Thi
Phir Bhi Maine Roki Hui Meri Saans Thi
Kyonki Tumhari Ek Jhalak Ki Aas Thi
Humra-Khuwab
“Bhokaa“
“Nangaa“
“Punjab“
Har Qadam,
“Khud Kushi Ki Janib“
Baat To Ehsaas Ki Hai
Cycle Per Moher Lagayien.
“Ch.Azab-E-Elahi“
Waqat badalta hai zindagi k sath ,
Zindagi badalti hai Mohhabt k sath ,
Mohabbat nahi badalti apnok sath ,
Bus apne badal jatay
hain Waqt k sath.
Aaj rutha hua ek dost yad aya,
accha gujzra hua kuch waqt yad aya,
jo mere dard ko sine me chupa leta tha,
aaj jab dard hua to wo bahot yad aya
Ankho me rahne walo ko yad nahi karte
Dilme rahne walonki bat nahi karte
Hamari to ruhme bas gay ho ap
Tabhito milneki fariyad nahi karte
Bad officials
are elected
by
good citizens
who do not vote.
Pahlay Aata mill Jata tha….
*
*
Ab Aatay k Leay Line banany party ha….
*
*
Aur
Hr Line main 3‘4 Pathaan zarooor Hotay Hain….
*
“Geenay Do Musharaf“
Pahle Chitthi ke badle taar aata tha
ek bulawe par mera yaar aata tha
Ab padke delete karte hai mere msg ko
kabhi har msg ka jawaab aata tha
Kehte he har baat kisi ko kahi nahi jati
Apno ko bhi batai nahi jati
Par dost tum mere dil ka AINA ho
Aur AINE se koi bat chhupai nhijati
Koi gham pade toh hamein yaad karnaa….
zindagi bhar saath denge aetbaar karnaa….
yaad kaRna toh hamaari aadat hai…
gar hichkiyaan aayein toh hamein maaf karnaa
Mahak dosti ki ishq se kum nahi hoti
Ishq se zindgi khatam nahi hoti
Sath agar ho zindgi main doston ka
To zindgi jannat se kum nahi hoti
Aaeen men ek aur tarmeen,
Ab new quomi tarana
Musharraf sir zameen shad baad,
Kishwar-e-Haseen shad baad,
Tou nishan-e-corruption aalishan,
Arz-e-Musharafstan,
Shad bad opposition sari barbad,
Musharaf sir zameen ka nizam,
atay, gas, bijli ka bohran,
Qoum mulk saltant,
choudhry paindabad,
shad baad,
shukat aziz mulk say farar,
parcham-e-sitara-e-hilal,
Khun main runga sara saal,
Bhol apna mazi shan-e-haal,
khudkash bombar phir hai tayar,
Musharaf hokumat ko aye na zawal
Those who are too smart
to engage in politics
are punished by being governed
by those who are dumber.
Some men change their party
for the sake of their principles;
others change their principles
for the sake of their party.
MINISTER: sach-sach batao,
tum kitni bar hamse bewafai ki ho?
WIFE: kul 3 bar.
MINSTR: kab-kab?
WIFE: jab apka dil ka operation tha to
Dr. k pas gai thi,
Fir jab Aap jail me band hue to judge k pas gai thi.
MINSTR: Teesri bar?
WIFE: Jab apko sarkar banana tha,
Aur apke pas 76 MLAs kum the..
Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do,
ik benam si mohabbat mere nam ker do,
ik subha ko milo aur shaam ker do,
Aur sham tak mere ghar ka sara kaam ker do:
The word ‘politics’ is derived from the word ‘poly’,
meaning ‘many’,
and the word ‘tics’, meaning ‘blood sucking parasites’.
Na Zindgi Mili Na Wafa Mili,
Kyu Har Khushi Humse Khafa Mili,
Jhuthi Muskan Liye Dard Chupate Rahe,
Sacha Pyar Krne Ki Kya Khub SAZA Mili
Mankind will never see an end of trouble until…
lovers of wisdom come to hold political power,
or the holders of power…
become lovers of wisdom.
Dosti kisi ki riasat nahi hoti,
Zindagi kisi ki amanat nahi hoti,
Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna,
Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Wafa ka naam na lo yaron,
Wafa dil ko dukahati hai.
Wafa ka naam lete hi,
hume ek bewafa ki yaad Aati hai
A promising young man
should go into politics so that he can
go on promising for the rest of his life.
Devils went to Court to Prove
that he is The Most,
Cruel & wicked Guy on Earth.
But he Failed, He Came Out Angrily & Asked,
Yaar ye “ALTAF BHAI†kon hai?
Honesty in politics is much like oxygen.
The higher up you go,
the scarcer it becomes.
On great public deman releasing all over Pakistan!
“The return of phoolan devi”,
Directed by Condi Rice,
Scripted in London &
Produced by GHQ.
Character Actress: BB (Benazir Bhutto),
Character Actor:Musharraf
Supporting Actor:Fazal urf Maulana Diesel.
Characterless Actors:Chaudhries & Lagharie,
Dancer: Sherry,
Music: MQM
&
Action sponsored by Al-Qayaida/
Asif zardari ne Islmabad men
Nawaz sharif k sath mil ker Coca Cola pi
or Nawaz Sharif ne kaha k
judge kub bahal hongay?
to Zardari ne kaha..
.
.
.
BRRRRRRRRRRRR.!!!
I don’t make jokes.
I just watch the
government
and
report the facts.
Kash Ye Dil Shishe ka bana hota
Chot Lagti to Beshak ye Fanah hota
Par Sunte Jab Wo Aawaz iske Tutne ki
Tab Unhe b Apne Gunah ka Ehsaas hota
Apni to zindgi hi ajeeb kahani he
jis chiz ko chaha vo begani he
haste hain to sirf duniya k liye
varna in aankhon me pani hi pani hai
Aik tumharay roath janay se,
Kisi ko kuch nahe hota ,
Phool bhi mahaktay hain,
Rang bhi damaktay hain,
Soraj bhi nikalta hain,
Taray bhi chamaktay hain,
LIKIN itna zaroor hota hai,
Aik teray roath janay se
KOI HANSNA BHOOL JATA HAI.
AKHRI BAR MILNE KI HASRAT HAI MAGAR
TUM SE KUCH IS KE SIWA AB NAHIN KEHNA MUJH KO,
MUJH KO JATE HOE AWAZ NA DYNA HARGUZ,
DEKHNA AUR FAQAT DEKHTE REHNA MUJHKO!