Wajood sheshe ka hoto patharun se mhbt






Related SMS
- Ham uski khushi ki dua mangty rahe
- Kabhi tum bhi nazar aao subha
- Jo toot k gir jaen wo paty
- Phoolon se bhi nazik hai mahboob mera
- Mery paas aa mery rubaru hmsafr
- Shayad wo ek masoom si chahat
- Wo parinda jisey kabhi parwaz se na
- Dil bechne aaey tere bazar ki janib
- So qissay hain miltay jultay ik majboori
- Kabhi jo hum nahi honge kaho kisko
- Wo dil main hai dharkan hairooh hai
- Lot ke aye gi mohabt ki shaam
- Aanso b jari honge kafan pehna
- Har shaam tum se milne ki aadat
- Mere mehboob aaj ye wada karle bad
- Ye mazaaq hy meri zaat sy ya
- Aaj bhi tapti dho0p ka sehra
- Ek shakhs ko deakha tha taron
- Tum haya o shriyat k tqazon ki bat
- Nazakat hai khatam un perhua hai dard e sar
- Ussy apni zid ki fikar thi
- Behkye behkye huye andazebeyaan hote hain aap
- dhundle se manzaron men magar
- men dhup musafat jiske saath raha
- Rabta laakh sahi qafilasalaar ke saath
- Us ne din raat mujhe itna sataya
- Zakhm dene ka andaz kuch aesa he
- Khuwabo ki tabeer adhori reh jae ya
- Jafa o jor ki dunya sanwar di ham ne
- Mujhy likhne ka shok hota me apna
- Abi hijr ka qayyam hai aur december
- Mere daaman ko ghamon se hi bhara
- Aik bay rang sa manzar hai kahan
- Dasht e ghurbat may muflison ka lahu
- Tu ne jo chonk kar her jagha
- Main iss hajoom alam se nikal to
- Niqaab ager mein ulat don tamam chehron
- Khta e mohabat ki saza or mat do humen
- Shehr e fana hoon tere kis kaam ka hon
- Ab aayen yaa na idhar puuchhate chalo
- Kash ye dil apne ikhteyar me hota
- Baarish ki rim jhim mai aa tujhy
- Aesa nhi k tuj se mohabat mujay
- Afshaa bus ek jhalak men kahani wo
- Mohabbat har insaan ko azmaati hai
- Tera pichla pyar yad karta hun aksar
- Yeh yaad nahi kab pyar howa
- Phir es k baad ye bazr e dil nahi
- Har sans k sath mujhy socha kary
- Chupake se raath ki chaadar thale chaand
- Adhuri baatein jo kar gye ho merey
- Mizaaj hum se ziada juda na tha
- Ghazal wo talueaftab se yaad atey
- Mujhe tum bhool jao gi kaha tha
- Bichhar kar humse phir kisi k b
- Ye jo deewane se do chaar nazr
- Akelay tanha jiya na jaye tere bin
- Sakoot e shab hi sitam ho to hum uthaaen
- Mujh pe wajib hai aansuon ki zakat
- Aye chaand tu dil kash hai yeh
- Mein sar jhooka k kah dunga apny
- Logon ne roz hi naya manga khuda
- Yeh inayaten ghazab ki yeh bala ki
- Hazar chehr0n me uski mshahibat mili mjhk0
- Nazar mein utar jate hain gulab ahista
- Haal uska tere chehre pe likha lgta
- Koi marta nahi kise k lye jeena
- Yeh bhii khuch manzilon se kam to
- Ab to uth saktaa nahin aankhon se
- Ab aanuon ko aankhon mein ajaana hoga
- Ghar bhi suna hay mere deed k
- Tujhe yoon door ho gaye
- Hoti nahi wafa to jafa hee diya
- Os ke bina ab chup chap rehna
- Phoolon ki mehak ko churaya nahi jata
- Saza katny k baad bhi mujhe rehai
- Humain na dekh zamane ki gard ankho
- Sirf jeena hi zindagi ka maqsad nahi
- Kbi dard e dil ki ilteja bn jaty ho
- Jaa tujhey tere haal par chora
- Ab k tajdeed e wafa ka nahi
- Main tumhe phoolon ki wafaon me nazar
- Jiss simt bhi daikhun nazar ata hai
- Itna r0ya h0on k ab aankh
- Kitni buri lagti hai zindagi jab
- Jii dhuundhataa hai ghar koii donon jahaan
- Qun na ras ayi kabhi rasme
- Pata nahi q khawb bikhar jate
- Kab tak raho ge aakhir youn door
- Main kitna intezar karoon kis se piyar
- Chalo kaheen duur yeh samaj choor deen
- Door koyee gaa rahaa hai aaj fir
- Gulazaar e hast o buu na begaanaavaar dekh hai dekhane
- Ajeeb shakhs hai naraz ho k hansta
- Mohabbat ke musaafir zindagii jab kaat chukate
- Mere kapde pharr meri izzat utar li
- Dil ki taak pe diya jalane aaoonga
- Bashir badr mil bhii jaate hain
- Rahat indori intezamaat naye sire se
- Saeed rahi ye haqiiqat hai ki
- Aziz warsi yahaan se ab kahiin
- Nida fazli masjido nmandiron kii duniyaa
- Waqte rukhsat us ki aankhien mujh se
- Wo mera he us ka nam koi
- Bekhud dehlvi shammaa e mazaar thii na koii
- Agar mohabbat py bharosa rahey na dunya
- Sameit kr muje apni dehleez ka pathar
- Eik masoom takaddus me bhigoya huwa lams
- Dastak kisi ki hai ke guman dekhnay
- Jab meri haqeekat ja kar unko jo
- Lehar ko pyar tha kinary se
- Her din hai mohabbat ka raat ki
- Mumkin hai chashm e nam ko sitara na kar
- Dareqafs se parey jab saba guzarti hykise
- Sochen zindagi bewafa q hoti hai
- Iss bazam main dil pehlo badalta hay
- Hr rat us sy milny ki aadat
- Ab aisi muhabat kia krni jo
- Hum main hai kya jo humain yaad
- Mere qadam ruk se gay phool biktay
- Shikway to hongay humseshikayat bhi hogi
- Meri takmeel main hay tumhara bhi hissa
- Mat bha aansu be qadro k liay jani
- Na tum baaz aao na hum aen
- Jaane kyun shikast ka azab liye phirta
- Jab yaad ka angan kholon to
- Zok e jnon ko had se guzr to jane
- Itane dinon ke baad tuu aayaa hai
- Mujhay to bus mehfilo se wabsta rakha
- Badan main aag si cheharaa gulaab jaisaa
- Karon na yad agar kis tarah bhulaon
- Sab log liye sang e malamat nikal aye kis
- Us ne sukuut e shab main bhii apanaa payaam
- Beniyaaz e gam e paimaan e vafaa ho jaanaa tum bhii auron
- Bikri sham ki parchaiyaan muje day do
- Kabhi lamha bhar ki bhi guftagoo meri
- Wo karty hain baat ishq ki par
- Hum sy poochni hy tou sitaaron ki
- Badan pe apne lahu ka libaas rakhta
- Hum bhi khud dushman e jaan thay pehle
- ranj e safar ki koi nishani
- bs ek manzil hai boo al
- qisy teri nazar ne sunae na
- ek mohobat hai aur us
- Dil jeet le wo jigar hum bhi
- Us ki pyar sodagari bhi bari ajeeb
- Ghum o dukh k ye isharay tum na samjho
- Suno tum lot ao na woh
- Khwaahishein dard se pemaan huaa karti hain
- Baat aisi ho ki jazbat kam na
- Hangaamaa e gam se tang aakar izhaar e musarrat kar baithe
- Kis kis tarah se mujh ko na rusvaa
- 2touching line ab wo kisi basaat ki
- 2touching line bichhrte waqt dilon ko agrcha
- Wo kisi ky kshtir mujhy bhool bi
- Family life is full of major and
- We seem to gain wisdom more readily
- There is something good in all seeming
- 2touching line ay sba aakay dekhaain tuje
- Tu dhond falak par bagh e iram apna to
- Zahan pe chhaaii huii gam kii ghataa
- Chain se rehna hai duniya mein toh
- Main need ka shukeen zayada tu nahi
- Mohabat ke mayne humse kyaa puchte ho
- Panchi keh rahey hain k hum chaman
- Hai yaad mulaqat ki woh sham abhi
- Gham o dukh k yeh isharay tum
- Chahat ki mehfil mein bulaya hai kisi
- Bari khamoshi se kal shub dhalta raha
- The only real failure in life is
HAm Uski Khushi Ki Dua Mangty RahE aur Be Panah Mangty RahE Aj W0 Khush Hai Kisi or K sath Ab Samjh Aya Hum “KHUDA†Say ApnE Lye Hi Saza MangtE Rhe.
Kabhi tum bhi nazar aao… Subha say sham tak ham ko.. Buhat say log miltay hain… Nigahon say guzartay hain.. Koi andaz tum jaisa.. Koi humnaam tum jaisa.. Magar tum hi nahi miltay.. Buhat baychain phirtay hain, Baray baytab rehtay hain, Dua ko hath uthtay hain, Dua mein yeh hi kehtay hain, Lagi hay bheer […]
jo toot k gir jaen wo paty nhe hen hum in andhion se keh do okaat men rhen
.Phoolon se bhi nazik hai mahboob mera, Kal hath jala betha jugnu pakrte pakrte. . .*
Mery paas aa mery Ru_ba_Ru… Mery Hmsafr kisi Roz Tu.. Mery paas aa mery Ru_ba_Ru Kisi roz sun meri Guftagu, Meri Chahton me basi hoi, Mery Ansuon sy bhari hoi, Meri shab k Lamhy shumar kr, Meri Zindagi na azab kr, Wo Lafz tere jo nayab hon, Wohi Lafz mery Naam kr, Mujy ly k […]
(SHAYAD) Wo ek masoom si chahat Wo ek benam si ulfat Wo meri zaat ka hissa Wo meri zeest ka qissa Mujhe mehsus hota hey Wo merey pas hy ab bhi Wo jub jub yad ata hey Nigahon mey samata hy Zuban khamosh hoti hy Magr ye ankh roti hy Hum khud sey poch letey […]
Wo parinda jisey kabhi parwaz se na thi fursat Ajj tanha hai to meri dewar pe abaitha hai,,
Dil Bechne Aaey Tere Bazar Ki Janib,, Takty rhy Hasrt Se Kharidar Ki Janib,, Kia Khob Karishma Hy Tere Dast-e-Shifa Ka, Phir loat Aai Zindgi Beemar Ki Janib,, Sehra Ki Karri Dhoop rhi Apna Muqadar, Barhty rhey Saaye Teri Diwar Ki Janib,, Kesa Ye Ishara Hy Teri Shokh Nazar Ka, Inkar Ki Janib Hy Na […]
So qissay hain miltay jultay, Ik Majboori theek nahi Jo kehna hai khul k keh de, baat adhoori theek nahi.. Koi heela, koi bahana, koi munasib raah nikal, Mujh se Aaisay miltay rehna, ghair zaroori theek nahi.. Roz mohabbat ho jati hai, chaltay phirtay logon se, Geet adhooray, khuwab adhooray, yeh mazdoori theek nahi.. Ham […]
Kabhi jo hum nahi honge, Kaho kisko bataoge, Woh apni uljhaney sari, Woh bechaini mein doobay pal, Woh aankhon mein chupay aansu, Kise phir tum dikhaoge, Kabhi jo hum nahi honge, Bohat bechain hoge tum, Bohat tanha raho gay tum, Abhi bhi tum nahi samjhy, Hamari unkahi batein, Magar jab yaad aayengi, Bohat tum ko […]
wo dil main hai ,dharkan main hai,rooh main hai, sirf kismat main nhn to Khuda se gila kaisa….??
Lot ke aye gi Mohabt ki SHAAM Tum ne kaha tha Ye zindgi hui tere NAAM Tum ne kaha tha Is AAS pe gir jata hon Main AKSAR, Main lon ga tujhe THAAM Tum ne kaha tha, Teri JUDAYI, Teri YAADON ne Maar dala ha Meri Mohabt lay gi INTIQAM Tum ne kaha tha Har […]
‘Aanso b jari honge, Kafan b pehna dia hoga, Intazar to tera hoga, Janaza geron ne uthalia hoga, De kar tohfa sufed chadar ka, tere shehar se nikaal diya hoga, Jab khabar tujhe hogi, ae dost To logo ne mujhe dafna dia hoga…!
Har Shaam Tum Se Milne Ki Aadat Si Ho Gai Phir Rafta Rafta Tum Se Mohabbat Si Ho Gai Shayad Ye Taza Taza Judai Ka Tha Asar Har Shakal Yak Ba Yak Teri Surat Si Ho Gai Ek Naam Jhil’Milane Laga Dil K Taaq Par Ek Yaad Jese Baais E Rahat Si Ho Gai Khud […]
Mere Mehboob Aaj Ye Wada Karle, Bad Marne Ke Banaye Ga Taj Meraa, Mujh Se Es Baat Ka Aaj Tu Wada Kar Le, Tu Banayega Naya Taj Ye Wadaa Kar Le, Me Ne Tujhe Se He Kiya Pyar Alag Duniya Me, Sari Duniya Se Alag.. Tu Alag Aaj Ye Wada Karle, Jeete Ji Nam Kiya […]
Ye mazaaq hy meri zaat sy Ya riwaaj hy try shehr ka Kbi is taraf kabi us taraf Kia mizaaj hy try shehr ka Yahan nafratain bri aam hain Yahan chahton ki qadr nhi Wo jo khoon tha mry jism mein Wo anaaj hy try shehr ka Nhi had yhan ksi zulm ki Na he […]
Aaj Bhi Tapti Dho0p Ka Sehra Tere Narm Lab0n Ki Shabnam Teri Bikhri Bikhri Zulf K Saaye Se . . . Mehr0om Raha. . . Aaj Bhi Pathar Hijar Ka Lamha Saddi0n Se Be Khawab Rutt0n Ki Ankh0n Ka Maqso0m Raha . . . Aaj Bhi Apne Wasal Ka Taara Raakh Urati , Sho0kh Shufq […]
Ek shakhs ko deakha tha Taron ki tarha Ham’ny Ek shakhs ko chaha tha Apno ki tarha Ham’ny Ek shakhs ko samjha tha Phoolon ki tarha Ham’ny Wo shakhs qiyamat tha Kia uski karein Batein Din us ky liye Paida R uski he thi Ratein Kam milta kis se tha Ham se thi mulaqatein Rang […]
Tum Haya-O- Shriyat K Tqazon Ki Bat Krty Ho..! Hm Ne Nangy Jismon Ko Malbus-E- …Haya Dekha Hy..! Hm Ne Dekhy Hen Ehram Me Lipty Kaei Iblees..! Hm Ne May-Khany Me Kaei Bar Khuda Dekha HySee More..!
Nazakat hai Khatam un Per,Hua Hai Dard-e-Sar Paida.. Zara Maathay ko Chooma Tha, Paray Hain kal Se Sar Baandhey…
Other Popular Poetry SMS Messages
Sorry. No data so far.
Ussy Apni Zid Ki Fikar Thi Mujhe Apni Anaa Ka Khayal Tha’ ‘Na Mil Saky Hum Phir Kabhi’ ‘Wo Hamari ‘MOHABATON’ Ka Zawal Tha’ ‘Mere Liye Us ka Saath He Sab Kuch Tha’ ‘Uss Ke Liye Yeh Sab Mazak Tha’ ‘Usay Manzilo Ki Fikar Thi’ ‘Or Yahan Meri Zindgi Ka Sawal Tha.
Behkye behkye huye andaz_e_beyaa’n hote hain, Aap hote hain to phir hosh kaha’n hore hain, Hont paband hain, mafhoum beyaan hote hain, Koi samjhe to ye aansou b zubaa’n hote hain, Yaad hia teri nigahoo’n ka bdlna mujh ko, Aisaye andaaz Qiyamat mein Kaha’n hote hain, Kiun shab_e_gham na jaalou’n teri yaado’n ke chirgh, Us […]
*’* Dhundle Dhundle Se Manzaron Men Magar, Chairti Hen Tajaliyan Teri, Bholi bisri Hoi Ruton Se Udhar, Yaad Aain , Tasaliyan Teri. *’*
*’* Men Dhup Dhup Musafat Men Jiske Saath Raha, *’* Zara si Chaon Men Usne Mujhe Bhula Diya.
Rabta Laakh Sahi QafiLa_SaLaar Ke Saath Hum ko ChaLna Hai Magar Waqt Ki Raftar K Sath Gham Lage Rehte Hain Hr Aan Khushi k Pechhe Dushmani Dhoop Ki Hai Saya_E_Dewar K Sath Kis TrHa Apni MOhabbat ki Main TakmeeL Karon? Gham_E_Hasti Bhi To ShamiL Hai Gham_e_Yar K Sath Lafz Chunta hon to Mafhoom BadaL Jata […]
Us Ne Din Raat Mujhe Itna Sataya K, Nafrat Bhi Na Hui Or Muhabbat Bhi Ho Gai, Us Ne Is Nazakat Se Mere Honton Ko Chooma, K Roza Bhi Na Toota Or Iftari B Ho Gai, Us Ne Itne Ehtram Se Mujhe Mohabbat Ki k, Gunah Bhi Na Hua Or Ibaddat B Ho Gai, Mat […]
zakhm dene ka andaz kuch aesa he dard de kr pochte hain ab haal kesa he kisi aik se gila kia karain hum sari dunia ka mizaj aik jesa he
khuwabo ki tabeer adhori reh jae ya koe tasveer adhori reh jae ik shair ko dukh to hota hey jb koe tehrer adhori reh jae aao aesa sath nibhain chaht mai dushman ki tadbeer adhori reh jae khud ko yun masroof karo tm kamun mai yadun ki jageer adhori reh jae
Jafa-o-jor ki dunya sanwar di ham ne zahy nasib k hans kr guzar di ham ne kali kali hmen heraniyo se takti he k pat jharr me sda-e-bahar di hm ne khayal-e-yar ki ranginio me gum ho kr jmal-e-yar ki azmat nikhar di hm ne usy na jeet sky ga gham-e-zmana ab jo kaaynat tere […]
Mujhy Likhne Ka Shok Hota Me Apna Khawab Likhta, Tery Chehry Ko Chand Tery Honton Ko Gulaab Likhta, Tery Pyar Main Bhool Kr Sari Kaainat Ko Teri Zulfon Ki Chhaaon Main Apna Anjam Likhta, Haq Hota Takdeer Likhny Ka Mujhy Apni To Tery Saary Ghm Main Ly Kr Apni Saari Khushiyan Tery Naam Likhta, Agr […]
Abi hijr ka qayyam hai aur December aan pohncha hai Ye khabar shehr main aam hai December aan pohncha hai, Angan main utar ayi hai manoos si khushbu Yadon ka azdahaam hai December aan pohncha hai, Khamoshiyun ka raaj hai khizaan taak main hai Udasi b bohat aam hai December aan pohncha hai, Tere aane […]
Mere daaman ko Ghamon se hi bhara rehne do, Kuch dair aur in zakhmòn ko hara rehne do, Yeh tahaaif aur tasaveer bhalay le jao, Apni baaten,apni yaadon ko mera rehnay do, Agar yeh sach hai K Tum paas nahin mere, To mere khawabon ko haqeeqat se juda rehne do, Yeh roshni yeh Ujalay hon […]
Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon Loog jis mor […]
dasht e ghurbat may muflison ka lahu aam bikta hai..! kisi ka jisam bikta hai, kisi ka naam bikta hai..! duniya day gi kaya tum ko, or tum lo gy kaya is say..? aa mera daamun thaam k maikday may jaam bikta hai..! hirs k bazaron may hawa ki byti ka aanchul… …pehly subah ko […]
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Main iss hajoom alam se nikal to jao magar…. tera kheyal muje rasta nahi deta..!! TANHA
NIQAAB AGER MEIN ULAT DON TAMAM CHEHRON SE, MEREY SHEHAR KA AIK SHAKHS Bhi SHAREEIF NAHI….!
KHTA-E-MOHABAT KI SAZA OR MAT DO HUMEN AAMIR YE DIL KANCH JESA HAI TOTA JO 1 BAR TO PHIR NA JORE GA…!
Shehr-e-fana hoon, tere kis kaam ka hon? Ek bujhta sa dia hon, tere kis kaam ka hon? Tu rafaqat k lye aur kisi ko chun le, Main to khud aabla pa hon, tere kis kaam ka hon? Tujko darkar hain pholon k mehkate saaye Main to sehra me khara hon tere kis kaam ka hon? […]
ab aayen yaa na aayen idhar puuchhate chalo kyaa chaahatii hai un kii nazar puuchhate chalo ham se agar hai tark-e-ta’alluq to kyaa huaa yaaro koii to un kii Khbabar puuchhate chalo jo Khud ko kah rahe hain ki manzil shanaas hain un ko bhii kyaa Khabar hai magar puuchhate chalo kis manzil-e-muraad kii jaanib […]
‘Kash Ye Dil apne ikhteyar me hota… ‘Galib’ ….Na kisi ki Yad ati Na kisi se PYAR Hota’..:
Baarish ki rim jhim mai, Aa tujhy pagal bana doon, Apny pyar ki aag mai tera, tann mann jala doon, Tujhko chupa loon mai apni baanhon mai, Kya hota hai pyar??? Ye tujhko bata don, Teri aankhon mai apna chehra basa loon, tery bheegy honton se apni pyas bujha loon, Tery badan se karon ghanton […]
Aesa nhi k tuj se MOHABAT nhi Mujay, Gham raz roz sehney ki aadat nhi mujay har bar teray samney sar ko juka deya, Aor rhir b dehak tuj se shekaiyat nhi Mujay Tu yeh aitbar kar k tujay chahatain hain ham Tarey sewa kasi ki bhi chahat nhi mujay,
Afshaa Bus Ek Jhalak Men Kahani Wo Kr Gaya, Apne Badan Se Shola Byani Kr Gaya, Jhonka Laga Wo Mujh Ko Basanti Hawa’on Ka, Aya To Meri Shaam Suhani Kr Gaya, Likh Kr Chala Gaya Mere Chehre Pe Apna Ghum, Mujh Ko Ataa Ajeeb Nishani Wo Kr Gaya, So Jaan De Ke Bhi Na Kisi […]
Mohabbat har insaan ko azmaati hai Kisi se rooth jaati hai aur kisi par muskurati hai Mohabbat khel hi aisa hai Kisi ka kuch nahi jaata aur kisi ki jaan chali jaati hai
Tera pichla pyar yad karta hun aksar. Tera hone ki justju karta hun aksar. Ab Aanso bhe meri ankhon me nahe aate, Rone k liye tarsta rehta hun aksar. Koi manata bhe nahe ab to mujhe, Roth kar, khudi man jata hun aksar. Kho chuka hun Apni zindgi k hasil ko, Khaali hatheli ko takta […]
yeh yaad nahi kab pyar howa. .,.,bas yaad raha humein pyar huwa. jab pyar huwa sab bhool gaya.. ek yaad raha bas naam us ka. . . . . . main hu gai tha kuch pagal pagal sa. . .. . . . . . . qion k muje mil gai tha ,,pyar.. us ka.. […]
Phir es k baad ye bazr-E-dil nahi lagy ga ‘naZuk jaan’ khareed leejiye saahib, ye ghulam AKHRI hain…!
har sans k sath mujhy socha kary ga too, apne hi aks mai mujhy khoja karey ga too, jab yaad aye gi tujy wafa meri phir har shakhs ko chahat se dakha karey ga too, aaj meri batoun par hans raha hsi too, phir kese marey khayal say daman churrayaga too, jab meri tarha kisi […]
chupake se chupake se raath ki chaadar thale chaand kee bhee aahat naa ho baadal ke peechhe chale jale kataraa kataraa gale kataraa kataraa raath bhee naa hile aadhee aadhee raath bhee naa hile aadhee aadhee ye chupake se chupake se raath kee chaadar thale farvaree ki sardiyon ki dhoop mein moondee moondee ankhiyon se […]
Adhuri Baatein Jo Kar Gye Ho Merey He Dil Mei Utar Gye Ho Kis Ki Chahat Ka Ye Asar Hy Ke Raiza Raiza Bikhar Gye Ho Tum Hi To Ho Jo Hamary Dil Ki HadoN Ko Chu Kr Guzar Gye Ho Hamara Thaamo Ge Haath Kia Tm Abhi Se Dunya Se Dar Gye Ho Chaley […]
Mizaaj Hum Se Ziada Juda Na Tha Uska Jab Apne Tor Yehi The To Kia Gila Uska Wo Apne Zo m Me Tha Bekhabar Raha Mujh Se Usey Gumaa n B Nh Me Nh Raha Uska Wo Barq Ro Tha Magar Reh Gaya Kaha Jane Ab Intazar Kare Ge Shikasta Paa Uska Ye Ahl e […]
GHAZAL WO talu.e.aftab se yaad atey hain aksar, unki furqat main hum dil jalate hain aksar, din guzar jata hai yadon main unki, shaam hony se phir ashk bahate hain aksar, sara aalam raat ko so jata hai jab, guzre huwe lamhaat mujh ko sataty hain aksar, jub afsurda hota hai dil ka angan mera, […]
Mujhe tum bhool jao gi, Kaha tha aik Din Mai ny, Wo Boli Hop nahi sakta, Tujhe mai kho Nahi Sakti, K Meri Jaan tujh Mai hai, Mera armaan Tujh mai hai, Tujhe Jis din na Mai dekhoon, Mai us Shab So Nahi Sakti, Kabhi ye Hp nahi Sakta, Tujhy Mai Kho NAhi Sakti, Mila […]
Bichhar Kar Humse Phir Kisi K B na HO Sakogey, Miloge Sabse Magar Hamari Talash me..
Ye Jo Deewane Se Do Chaar Nazr Aaty Hen, In Men Kuch Sahib-e-Israr Nazr Aaty Hen, Teri Mehfil Ka Bharam Rakhty Hen So Jaty Hen, Warna Ye Log To Bedaar Nazr Aaty Hen, Mere Daman Men Shararo’n K Siva Kuch Bhi Nahi, Aap Phoolo’n K Kharidar Nazr Aate Hen, Door Tk Koi Sitara He Na […]
Akelay tanha jiya na jaye tere bin mujhe tanhaayiyan deke mera jeena kiya mushkil tere sadme ke sadmon se tadapata hai bechaara dil tere saare gunaahon ki sanam tujhko saja dungi muhabbat ki tadap kya hai tujhe bhi main bata dungi sulagati hai meri raatein, sulgate hai mere palchhin, sulgate din akele tanha jiya na […]
Sakoot-e-Shab Hi Sitam Ho To Hum Uthaaen Bhi Woh Yaad Aaye To Chalne Lagen Hawaa`en Bhi
Mujh Pe Wajib Hai Aansu’on Ki Zakat, Gham Ki Daulat Se Mala’maal Jo Hoon….
AYe chaand Tu dil kash hai yeh manta hoon mein,, magar Tu bhi mery husn-e-jaan se haar jaye ga ??
Mein sar jhooka k kah dunga apny RAB k samny…. k hazaron gunaah hogaey teri rehmat k naaz pey..!
Logon Ne ROz Hi Naya Manga Khuda Se Kuch , Aik Hum Teray Sawaal Sey Aagey Nahi Gaye!
Yeh inayaten ghazab ki, yeh bala ki maharbani, Meri khairiyat bhi poochhi, kisi or ki zubani……..!!
Hazar chehr0n me uski mshahibat mili mjhk0.. Par dil ki zid hy,agr wo nai t0 us jesa b nai…
Nazar Mein Utar Jate Hain Gulab Ahista Ahista, Mohabbat Ho Rahi Hy Be-Hijaab Ahista Ahista, Suna Hy Wo Kitabon Me Hamara Naam Likhtey Hain, Tabhi To Wo Bhi Parhtey Hain Kitaab Ahista Ahista, Dilon Me Dooriyan Hon To Mohabbat Aur Barhti Hy, Samajh Aaye Ga UnKo Ye Hisaab Ahista Ahista..!!!!!
Haal Uska Tere Chehre Pe Likha Lgta Hy Wo jo Chup Chap Khara Hy Tera Kya Lgta Hy Youn To Hr Cheez Salamat Hy Meri Duniya Mein Ek Ta’aluq Hy Jo Tota Howa Lagta Hy Mein Ne Socha Tha Ke Aabaad Hon Ek Shehar Mein Yahan To Her Shaks Ka Andaz Juda Lagta Hy Mud’datein […]
Koi marta nahi kise k lye… Jeena parta hai zindagi k lye… Arzo to bohat hai hasne ki… Koi lamha nahi hasi k lye… Zindagi us k bin ajeran hai.. Main jeeta ho bus usi k lye… Ek dil tha jo usse de dya… Pyar hota nahi sabhi k
yeh bhii khuch manzilon se kam to nahin raasto mein jo khoya paaya hai tum numaaish liye ho daagon kii hamne zakhmon ko bhii chuppaayaa hai koii marta nahin kisi ke liye hamne duniya ko aazmaayaa hai waqt-e-hizraan ya vasl ho ‘barham’ hamne dono mein tujhko paaya hai,,,
ab to uth saktaa nahin aankhon se baar-e-intizaar kis tarah kaate koi lail-o-nahaar- e-intizaar unkii ulfat ka yaqeen ho unke aane kii ummiid hon ye dono suuraten tab hai bahaar-e-intizaar merii aahen naa-rasaa, merii duaein naa-qubuul yaa ilaahii kya karo main sharmsaar-e- intizaar unke khat kii aarzuu hai, unkii aamad kaa khayaal kis qadar peilaa […]
Ab Aan$uon Ko Aankhon Mein $ajaana Hoga Charaagh Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga Na $amajhna Keh Tum$e Bicharh Ke Khu$h Hain Humein Logon Ki Khaatir Mu$kuraana Hoga Phir $haam Dhal Gayi Tum Aaye Na Aaj Bhi Dil Ko Aaj Phir Umeedon $e Behlaana Hoga Waada Khilaafi Kar Ke Mu$kurate Hain Aap Dekhna Ek Din […]
Ghar Bhi Suna Hay Mere Deed K Aangan K Tarha .. Loot Kar Waqat Na Aaya Mere Bachpan Ki Tarha .. Par Tere Zulf Mere Bahty Huway Aasqoon Mien .. Kisi Selaab Mien Bahti Huwi Nagin Ki Tarha .. Kar K Ghayal Mujhy Us Ka Bhi Bura Haal Huwa .. Us Ki Zulfien Bhi Na […]
Tujh$e yoon door ho gaye !! Kya kahen hum kai$e tujh$e door ho gaye Haalaat $e, kuch khud $e majboor ho gaye Mohhabbat rula deti hai, kab ye maana tha Apne dil ke afsaane wohi dastoor ho gaye Manzil ji$e $amjha bana wo meel ka pathar Nayi manzil, naye raa$te manzoor ho gaye Hadd $e […]
Hoti nahi wafa to jafa hee diya karo. Tum bhi to koi rasm-e-muhabbat ada karo. hum tum pay mar mitty to ye kis ka qasoor hay. Aaina lay k hath mien khud faisla karo. Ab un pay kisi baat ka hota nahi asar.. Minat karo sawal karo iltija karo.. Sharminda hoon k moot bhi aati […]
Os ke bina ab chup chap rehna acha lagta hai, Khamoshi sey dard ko sehna acha lagta hai, Jis hasti ki yaad mein Aanso barstey hain, Samne os ke kuch naa kehna acha lagta hai,
phoolon ki mehak ko churaya nahi jata,,, suraj ki kirnoon ko chupaya nahi jata,,, kitni b dooriyan ho dosti main,,, ap jiase dost ko bhulaya nahi jata……….
Saza katny K Baad Bhi Mujhe Rehai Na Mili, Dhoky Faraib Dunya Me mily, Sachaai Na MiLi. Sb Ko Maloom Tha Meri Be Gunaahi Ka, Mujhe Safaai K Liye Koi Gawahi Na MiLi. Jb DiL Ghabraya Dunya K Shoro Ghul Sy, Boht Tlaash Ki Mgr Mujhe Kahin Tnhai Na MiLi. Kya Pata Kesy Basar Krty […]
humain na dekh zamane ki gard ankho se Sahir tujhe khabar nahi hum tujhe kitna chahte hain
Sirf Jeena Hi Zindagi Ka Maqsad Nahi Hum Ko Marna Bhi Hai Yaad Rakh, Umda Libas K Shoqeen, Laththay Ka Kafan Bhi Yaad Rakh, Unche Makaan K Shedai, Qabar Ki Gehrai Bhi Yaad Rakh, Lazeez chizao K Dildada, Qabar K Keeray Bhi Yaad Rakh, Burai Kar K Jhoomnay Wale, Maut Ki Sakhti Bhi Yaad Rakh, […]
Kbi Dard-E-Dil Ki Ilteja Bn Jaty Ho Kbi Labon Pe A K Dua Bn Jaty Ho Kbi Sataty Ho Tum Rat Bhar Yad Bn K Kbi Pas Aa K Sarapa-e-Wafa Bn Jaty Ho Kbi Rehty Ho Tum Meri Roh Mein Shamil Kbi Dor Ja K Saza Bn Jaty Ho Kbi Hathon Ki Lakiron Mein Nazar […]
Jaa Tujhey Tere Haal Par Chora Is Se Behtar Teri Saza Bhi Nahi
Ab k tajdeed e wafa ka nahi koi imkaan jana, yaad kia tujh ko dilayn tera peemaan jana, youn hi mosam ki ada daikh k yaad aya hai, kis kdr jald badal jatay hain insaan jana, zindagi teri ata thi so tere naam ki hai. hum ne jaisay b basar ki tera ahsaan jana, dil […]
‘Main Tumhe Phoolon Ki Wafaon Me Nazar Aaonga,, Jab Dhoondo Gy To Fizaon Me Nazar Aaonga,, Yaad Aaon Kabhi To Hath Utha Lena Tum,, Me Tumhe Tumhari Hi Duaon Me Nazar Aaonga,, Mujhe Dhoondna Mat Nafrato Ki Tapish Me,, Me Safeer Hoon Mohabbaton Ki Chahaton Me Nazar Aaonga,, Mujhe Dekhna Chaho To Kholna Dil K […]
Jiss Simt Bhi Daikhun Nazar Ata Hai K Tum Hoo Aay Jan-e-Jahaa’n Yeh Koi Tum Sa Hai K Tum Hoo Yeh Khawab Hai, Khushbu Hai, K Jhonka Hai K Pal Hai Yeh Dhund Hai, Baadal Hai, K Saya Hai, K Tum Ho..!!
ItNa R0ya H0o’n K !!! Ab AaNkh ME’n PaNi Bhi Nahi.. ME’n NEy YEh Baat MaGar Usk0o BaTani Bhi Nahi … Sirf AanKhaIn J0o Ban JayaIn T0ou !!! Yeh Bhi HEy BUhat … P0ori TasvEEr MuJhy Uski !! Banani Bhi Nahi….. ZinDagI !!!! Ab T0ou Ta’uluQ Ki YEhi S0orat HEy…. TuJh SEy RakhnI Bhi HEy […]
Kitni buri lagti hai zindagi,, Jab hum tanha mehsoos kerty hain,, Marnay k baad milty hain 4 kaandhay,, Jeetay jee hum 1 kandhay ko trastay hain…. ——————————————– Acha DOST ‘HatH’ or ‘Ankh’ ki tarhan hotey hain… Jab ‘Hath’ ko takleef hoti hai to ‘Ankh’ roti hai…!! Aur jab ‘Ankh’ roti hai to ‘Hath’ AnSOo Poonchta […]
jii DhuuNDhataa hai ghar koii donon jahaaN se duur is aapakii zamiin se alag, aasmaaN se duur shaayad main daraKhur-e-nigah-e-garm bhii nahiin bijalii taDap rahii hai mere aashiyaaN se duur aaNkhen churaake aapane afasaanaa kar diyaa jo haal thaa zabaaN se qariib aur bayaaN se duur taa arz-e-shauq men na rahe bandagii kii laag ik […]
qun na ras ayi kabhi rasme wafa ham ko dil tujhe deke bhi gham mile ham ko qun tujhe piya fir bhi itna karte hei jab ki na chen mila pal -do- pal ham ko log to piyar me haste hei kabhi rote hei ek ham he jo sadan piyar me roye ham to gham […]
PATA NAHI Q? Khawb bikhar jate hain dhere dhere, saray log bichar jate hain dhere dhere, zabt karo to behtar hay warna, ansoo zor pakar jate hain dhere dhere, sab irada ker ke sath chalte hain phir, raste badal jatay hain dhere dhere, jitny pas hum kisi ke hote hain, utne fasle barh jate hain […]
Kab tak raho ge aakhir youn door door hum se, Milna parega aakhir ek din zaroor hum se, daman bachany waly ye beerukhy achy nhi, keh do agar huwa hai koi kasoor hum se, Hum chor dainge tum se yun baat cheet karna, Tum pochte phiro ge apna kasoor hmse.!
Main kitna intezar karoon Main kis se piyar karoon Jab se tum ne milna chor diya he Khushbu ne bikharna chor diya he Phoolon ne mehakna chor diya he Chiryun ne chehakna chor diya he Chan ne chamakna chor diya he Aur dil ne b darakna chor diya he Savan jane ko he Bahar aane […]
Chalo kaheen duur yeh samaj choor deen Duniya ki rasmoriwaj toor deen Sab se nirali ho humari daastaan Pyaar ki kahaniyon k rukh moor deen Tum se hi meri zindagi hay meri jaan Tum ne sajaya aarzuon ka jahan Muj se hamesha yunhi rahna maherbaan Tum na badalna lakh badle yeh jahan Dil pe zamane […]
Door koyee gaa rahaa hai aaj fir: aaou idhar! Aasmaan muskaa rahaa hai aaj fir: aaou idhar! Kisliye yeh gul khiley hain baag mein: kis sey kahoon? Abra rah mahkaa rahaa hai aaj fir: aaou idhar! Jag rahey hain parindey bhi aaj, kiskee chaah mein? Wasl unhain jagaa rahaa hai aaj fir: aaou idhar! Kabhee […]
gulazaar-e-hast-o-buu na begaanaavaar dekh hai dekhane kii chiiz ise baar baar dekh aayaa hai to jahaa.N me.n misaal-e-sharar dekh dam de najaye hastii-e-naapaayedaar dekh maanaa ke terii diid ke qaabil nahii.n huu.N mai.n tuu meraa shauq dekh meraa i.ntazaar dekh kholii hai.n zauq-e-diid ne aa.Nkhe.n terii to phir har rahaguzar me.n naqsh-e-kaf-e-paay-e-yaar dekh
Ajeeb shakhs hai naraz ho k hansta hai Main chahta hun khafa ho to wo khafa he lagay
mohabbat ke musaafir zindagii jab kaaT chukate hai.n thakan kii karachiyaa.N chunate vafaa kii ajarake.n pahane samay kii rah_guzar kii aaKhirii sarhad pe rukate hai.n to ko_ii Duubatii saa.Nso.n kii Dorii thaam ker dhiire se kahataa hai ke ye sach hai naa hamaarii zindagii ik duusare ke naam likhii thii dhundhalakaa saa jo aa.Nkho.n ke […]
Mere kapde pharr meri izzat utar li, Mere liye toh meri zindagi ujarr di, Tujhe maza aa raha tha meri cheekein sunn kar, Meri rangeen zindagi main tune kalik pot’di, Tabah kar dia mujhe… Bachana chahti thi apna jism mere hamsafar ke liye, Sirf ek yehi toh tha jo rakha tha uske liye, Chinn lia […]
Dil ki taak pe diya jalane aaoonga, Main tumko kuch yaad dilane aaoonga, Mere dard ko tum bhi na seh paoge, Apne aansu se tumhein rulane aaoonga, Shouq bohat tha jin gallyon mein basne ka, Wahin per ek din khaak urrane aaoonga, Mere tumse kaise kaise rishte hain, Tumko ek bar aur batane aaoonga, Bujh […]
Bashir Badr mil bhii jaate hain to kataraa ke nikal jaate hain haaye mausam kii tarah dost badal jaate hain ham abhii tak hain giraftaar-e-muhabbat yaaro Thokaren khaa ke sunaa thaa ki sambhal jaate hain ye kabhii apanii jafaa par na huaa sharmindaa ham samajhate rahe patthar bhii pighal jaate hain umr bhar jin kii […]
Rahat Indori intezamaat naye sire se sambhaale jaayen jitane kamzarf hain mehafil se nikaale jaayen meraa ghar aag kii lapaTon men chhupaa hia lekin jab mazaa hai tere aaNgan men ujaale jaayen Gam salaamat hai to piite hii rahenge lekin pehale maiKhaane kii haalat sambhaale jaayen Khaalii vaqton men kahiin baiTh ke rolen yaaro fursaten […]
Saeed Rahi ye haqiiqat hai ki hotaa hai asar baaton men tum bhii khul jaaoge do-chaar mulaaqaaton men tum se sadiyonkii vafaaon kaa koii naataa na thaa tum se milane kii lakiiren thii mere haathon men tere vaadon ne hamen ghar se nikalane na diyaa log mausam kaa mazaa le gaye barasaaton men ab na […]
Aziz Warsi yahaaN se ab kahiin le chal Khayaal-e-yaar mujhe chaman men raas na aayegii ye bahaar mujhe terii latiif nigaahon kii Khaas jumbish ne banaa diyaa terii fitarat kaa raazadaar mujhe merii hayaat kaa anjaam aur kuchh hotaa jo aap kahate kabhii apanaa jaaN-nisaar mujhe badal diyaa hai nigaahon ne ruKh zamaane kaa kabhii […]
Nida Fazli masjido nmandiron kii duniyaa men mujhako pahachaanate kahaaN hain log roz main chaaNd ban ke aataa huuN din men suuraj saa jagamagaataa huuN khan-khanaataa huuN maaN ke gahanon men haNsataa rahataa huuN chhup ke bahanon men main hii mazaduur ke pasiine men main hii barasaat ke mahiine men merii tasviir aaNkh kaa aaNsuu […]
waqte rukhsat us ki aankhien mujh se keh rahien thi faraz k me loat k aaon gayujhe phir se chor jane k liye
wo mera he us ka nam koi or na le in behkti aankhon ka jam koi or na le kuch is liye b me ne us ka hath na chora wo gir gaya to use tham koi or na le.
Bekhud Dehlvi shammaa-e-mazaar thii na koii sogavaar thaa tum jis pe ro rahe the vo kisakaa mazaar thaa ta.Dapuu.Ngaa umr bhar dil-e-marahuum ke liye kambaKht naamuraad la.Dakapan kaa yaar thaa jaaduu hai ya tilism tumharii zubaan me.n tum jhuuTh kah rahe the mujhe aitabaar thaa kyaa kyaa hamare sajde kii rusavaaiiyaa.N huii.n naqshe-qadam kisii kaa […]
Agar Mohabbat Py Bharosa Rahey Na Dunya Mein Tou Koi Shakhs Mohabbat Ka Hosla Na Karey Suna Hai Uss Ko Muhabbat Duaei’n Deti Hai Jo Dil Py Chott Tou Khaye Magar Gila Na Karey !!
Sameit Kr muje Apni Dehleez Ka Pathar Kr De, Ya Khaak Bana Kr Dar Badar Kr De. Us Se Bichar K Bary kurb Mein Hon, Usey Kaho Meri Azmaish Ko Mukhtasar KrDay
Eik Masoom Takaddus Me Bhigoya Huwa Lams, Kitna Pakiza Hay Ehsas Me Dhoya Huwa Lams. Ye Tere Jism Ki Khushbu Ka Sonehra Ehsas, Jis Terha Chand K Haaley Me Paroya Huwa Lams. Us K Hontoon Ko Me Chhu Loon To Gumaan Hota Hay, Jese Jannat K Gulaboon Me Daboya Huwa Lams. Jo Meri Rooh Me […]
Dastak kisi ki hai ke guman, dekhnay tou de Darwaza humain tez hawa kholnay tou de Souda hai umr bhar ka, koye khail tou nahi Ae chashm-e-yaar, mujh ko zara sochnay tou de Apnay lahu ki taal pe khawahishon ke mor ko Ae dasht-e-ehtiyat, kabhi nachnay tou de Yeh saat aasman kabhi mukhtasir tou hon […]
Jab meri haqeekat ja ja kar, unko jo sunayee logon nay, Kuch sach bhi kaha kuch jooth kaha, kuch baat banayee logon nay ! Dayain hain hamesha zulm-o-sitam, duniya nay mohabaat waalon par, Do dil ko kabhi milnay na diya, deewaar uthayee logon nay ! Aankhon say na aansoo poch sakey, hothon pay khushi dekhi […]
Lehar ko pyar tha kinary se Par uski shadi ho gaye samander se Kinary ki chahat lehar ko khench lati hai Par badnam na ho MUHABAT is liye wo laut jaati hai (¯`v´¯) `*.¸.*´ Lover ¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨) (¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`• Princeâ€
Her Din Hai mohabbat ka Her raat mohabbat ki Hum Aehl Mohababt mein Her baat mohabbat ki Her dard k maaron ka bas itna hosla hai tanhai hai rooh apni aur zaat mohabbat ki seene mein uterte hain elham mohabbat k aankho se berasti hai bersaath mohabbat ki in khaak nasheenon se Ronaq hai zamane […]
Mumkin hai chashm-e-nam ko sitara na kar sko, mumkin hai tum bhi koi ishara na kar sko, mumkin hai mere bagair bhi beeta lo yeh zindagi, mumkin hai apne sath bhi guzara na kar sko, mumkin hai zeher de kar ataa kar do zindagi, mumkin hai yeh karam dobara na kar sko, mumkin hai mera […]
Dar_e_Qafs Se Parey Jab Saba Guzarti Hy Kise Khabar K Aseeron Pe Kya Guzarti Hy Taluqaat Kabi Is Qadar Na Toote Thay K Teri Yaad B Dil Se Khafa Guzarn Inteha Guzarti Hy Na Poch Apni Anaa Ki Baghawten‘MOHSIN’ Dar_e_Qabool Se Bach Kar ”Dua” Guzarti Hy. . .ti Hy Wo Ab Miley BTu Milta Hy […]
Sochen, Zindagi bewafa Q hoti hai? Wafa kerny ki saza Q hoti hai? Choti si bat pe baha daitey hn khoon.. Insan mn itni ana Q hoti um sey wohi khata Q hoti hai.. Kartay hay hum jisay is dunya mey muhabat isey sey bey wafai kyun hoti hay? Bahai? Banatay to hay hum dost […]
Iss bazam main dil pehlo badalta hay to badlay Darya say koi pyasa nikalta hay to niklay Palkain hen kisi khawab k anmbar say bojhal Wo ab bhi agar bhoj badalta hay to badlay Hy ishq gar uss say to ye lazim hy k ashiq Jalta hy to jal jaye pighalta hay to pighlay Kamroon […]
Hr rat us sy milny ki aadat si ho gai phr rfta rfta os sy muhabat si ho gai shayed ye taza taza judai ka tha aser hr shakal yak baek tari sorat si ho gai ik nam jhilmilany lga dil k tak pr ik yad jesey baesy rahat si ho gai khud ko sja […]
Ab aisi muhabat kia krni?? Jo neend chura lay ankhon sey Jo khuwab dikha kr pholon k,,, Tabeer me kaantey dey jaye… Jo ghum ki kaali raaton sey.. Her aas ka jugnu ley jaye.. Jo khuwab sjati ankhon ko., Ansu hi Ansu de jaye.. Jo mushkil kr dey jeene ko,,, Jo marney ko aasan krey… […]
‘Hum main hai kya jo Humain YAAD rkhay ga Koi,,, ,,,*FARAZ*,,, Yahan to Log Naam_e_Khuda Bhool jatay Hain..
Mere QADAM RUK se ga’y PHOOL BIKTAY DEKH ker! Main AKSAR usay KEHTA tha MUHABBAT PHOOL hoti hay…!!!
Shikway to hongay humse…Shikayat bhi hogi… Par Apno say kabhi Gila nhi karte,, Ache nhi bure hi sahi,, Par hum jese log dobara Mila nhi karte…
Meri takmeel main hay tumhara bhi hissa bohat,,,,, Main agar tum se na milta tu adhoora rehta . . . . . !
mat bha aansu be-qadro k liay ‘jani’ jo qadar krtay hain kbi ronay nhi daitay ** 4 fRnDs **
Na tum baaz aao na hum baaz aen., Brabar khafa hon brabar manaen., Bohat khobsurat hain tewar tumhary., Khafa ho agar bhi to lagtay ho pyary., Meray g main a’ey gale se laga lon., Ada rooth jane ki tum se chura lon., Tumhari ada hum tumhi ko dikhain., Na tum baaz aao na hum baaz […]
Jaane Kyun Shikast Ka Azab Liye Phirta Hun, Main Kia Hun Aur Kia Khwab Liye Phirta Hun, UsNe Ek Baar Kia Tha Sawal e Muhabat, Main Hr Lamha Wafa Ka Jawab Liye Phirta Hun, UsNe Poocha Kab Se Nahi Soey, Main Tab Se Ratt Jagge Ka Hisaab Liye Phirta Hun, UsKi Khwahish Thi K Meri […]
Jab yaad ka angan kholon to, Kuch log bohat yaad aatey hain, Mai guzrey dinon ko sochon to, Kuch log bohat yaad aatey hain, Ab jaaney kis nagri mai tum, soye parey ho mudat se, Mai raat gaye tak jaagon to, Kuch log bohat yaad aatey hain, Kuch baaten thein phoolon jesi, Kuch khushboo jesey […]
Zok-e-Jnon ko had se guzr to jane do,Wo samaitny khud aye ga hume bikhr to jane do,Abi dstras me hon to ehsas nhi usko,Ro ro kr pukary ga hmey mar to jane do
itane dinon ke baad tuu aayaa hai aaj sochataa huuN kis tarah tujh se miluuN mere andar jaag uThii ik chaaNdanii main zamiin se aasamaaN tak ek ang huuN aur ujalaa ho gayaa qurbat kaa chaaNd aur gaharaa ho gayaa teraa fusuuN ai saraapaa rang-o-nikahat tuu bataa kis dhanak se teraa pairaahan bunuuN saare gul_buuTe […]
Mujhay to bus mehfilo se wabsta rakha us neh.. Noman!! Ab bin us k hayaat-e-zindagi bheetay ge kaisay??
badan main aag si cheharaa gulaab jaisaa hai ke zahar-e-gam kaa nashaa bhi sharaab jaisa hai kahaan wo qurb ke ab to ye haal hai jaise tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai magar kabhi koi dekhe koi parhe to sahi dil aainaa hai to cheharaa kitaab jaisa hai wo samane hai magar tishnagi […]
karon na yad agar kis tarah bhulaon use gazal bahana karon aur gungunaon use wo khar-khar hai shakh-e-gulab ki manind main zakhm-zakhm hon phir bhi gale lagaon use ye log tazakare karate hain apne logon se main kaise bat karon aur kahan se laon use magar wo zudfaramosh zud ranj bhi hai ke ruth jaye […]
sab log liye sang-e-malamat nikal aye kis shahar main ham ahal-e-muhabbat nikal aye ab dil ki tamanna hai to ai kash yahi ho ansu ki jagah ankh se hasrat nikal aye har ghar ka diya gul na karo tum k na jane kis bam se khurshid-e-qayamat nikal aye jo darpa-e-pindar hain un qatlgahon se jan […]
us ne sukuut-e-shab main bhii apanaa payaam rakh diyaa hijr kii raat baam par maah-e-tamaam rakh diyaa aamad-e-dost kii naviid kuu-e-vafaa main aam thii main ne bhii ik chiraaG-saa dil sar-e-shaam rakh diyaa dekho ye mere Khvaab the dekho ye mere zaKhm hain main ne to sab hisaab-e-jaan barsar-e-aam rakh diyaa us ne nazar nazar […]
beniyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa tum bhii auron kii tarah mujh se judaa ho jaanaa main bhii palakon pe sajaa longaa lahuu kii bondain tum bhii paabastaa-e-zanjiir-e-hiinaa ho jaanaa Khalq kii sangzanii merii Khataaon kaa silaa tum to maasuum ho tum duur zaraa ho jaanaa ab mere vaaste tariyaq hai ilhaad kaa zahar tum kisii aur pujaarii […]
Bikri sham ki parchaiyaan muje day do tum apni sham ki tanhaye muje da do main tum ko yaad karoon or tum chaly aao tum apny pyar ki suchaiyaan muje dy do mai doob jaoon tumhari udas suchyiaan muje da do
Kabhi Lamha Bhar Ki Bhi gUftagOo Meri Us Key Saath Na hO Saki mUjhey fUrsatien Na Mil Sakien wO Hawa Key rUth Pey Sawaar Tha hUm Ajeeb Tarz Key lOg They K hUmarey Aur Hi rOaq They Mein KhizaaN Mein Tha Us Ka mUntazir Usey Intezaar e BahaaR Tha __________________
Wo KartY Hain Baat Ishq Ki Par Ishq K Dard Ka Unhein Ehsas Nahi Ishq Woh Chand Hai Jo Dikhta Hai Sab Ko Par Usay Pana Sab K Bs ki bat ni.
Hum Sy Poochni Hy Tou Sitaaro’n Ki Baat Poocho Khwabo’n Ki Baat Tou Wo Krte Hyn Jinhe’n Neend Aati Hy !!!
Badan pe apne Lahu ka libaas rakhta hoon, Main khaas phool hoon rangat bhi khaas rakhta hoon, Kisi khushi ki bhala ab mujhe khushi kiun ho, Tumhare ghum se jo khud ko udaas rakhta hoon… Main apnay Dard kahan baantta phiron FARAZ, Ke main apni cheezen faqat apne paas rakhta hoon.
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle… tum magar dost kahaN thay pehle… ab wahaN khaak ooratee hai khizaaN… phool hi phool jahaaN thay pehle… ab jo deewar bunay baithay hain… soorat-e mooj rawaaN thay pehle… kuch sharabee keh hein ab rah nasheeN…. ronaq-e buzm-e maghaaN thay pehle… hum keh hein aaj ghobaar puss-e ro… […]
*’* Ranj E Safar Ki Koi Nishani To Pas Ho, *’* Thori C Khak e Koacha e Dilbr Hi Le Chalen, *’* Ye Keh K Chairti H Hamen Dil Giraftgi, *’* Ghabra Gae Hain Aap To Bahr Hi Le Chalen
*’* Bs Ek Manzil Hai Boo al haws Ki Hazar Rasty Hen Ehl e Dil K, *’* Yehi To Farq Mujh men Us Men Guzr Gya men Thehr Gya wo *’*
*’* Qisy Teri nazar ne sunae na phr kbi, *’* Hm n b dil k daagh dikhae na phr kbi, *’* Ay Yad e dost aaj to G bhr k dil dukha, *’* Shayd ye rat hijar ki aae na phr kbi *’*
*. . .Ek mohobat hai aur us ki ek nishani hai, ek dil hai jesay koi haweli purani hai, saffar raat ka hai aur raat bhi tofani hai, samandar hi samandar hai, kashti bhi doob jani hai, Ibtida_e_ishq se Inteha_e_ishq tak main hi tha Bewafa main, aur main ne hi wafa nibhani hai main lot […]
Dil Jeet Le Wo Jigar Hum Bhi Rakhte Hai Qatal Karde Wo Nazar Hum Bhi Rakhte Hai.. Wada Kiya Hai Kisise Sada Muskurane Ka, … Warna Aankho Me Samandar Hum Bhi Rakhte Hai
Us kI pYaR kI SoDaGaRi bHi BaRi AjeEb tHi ”jani;; Wo DiL tO kHaReEd RaHa tHa MaGaR AaNsOoN k DaAm SaY . . .
Ghum-o-Dukh k Ye Isharay Tum Na Samjho Gey, Jo Din hum ne Tumharay Bin Guzaray Tum Na Samjho Gey, Tumhain Kaisay Bataein Tum Hamaray Wastay Kya Ho, Samandar ki Kahani Mai Kinaray Tum Na Samjho Gey, Bus Itna Jan lo Ek shakhs Se Hum Ne Mohobbat Ki, Hamaray Tootnay ka Khail Pyaray Tum Na Samjho […]
Suno tum lot ao na woh dekho chand nikla hai sitarai jagmagai hain hamari muntazir ankhain tumhain hi sochti ankhain tumhain wapis bulati hain Suno tum lot ao na…………… ye dil jab b dharakta hai tumhara nam leta hai ye ansu jab b behtay hain tumharai dukh mai behtay hain khushi koi jo ai b […]
KhwaahisheiN dard se pemaan huaa karti haiN Dil ma be’naam si mehmaan huaa karti haiN Shaam ke saath kasak aor bhi baRh jaati hai Aor raateiN bhi meharbaan huaa karti haiN Kya huaa naam pe tere jo mera naam aaya BaarisheiN ab’r ki pehchaan huaa karti haiN Aap jhutla deiN har ik baat laboN sey […]
BAAT AISI HO KI JAZBAT KAM NA HO KHAYALAT AISI HO KI KABHI GHAM NA HO DIL KE KONE ME ITNI JAGAH RAKHNA KI KHALI-KHALI SA LAGE JAB HUM NA HO…
hangaamaa-e-Gam se tang aakar izhaar-e-musarrat kar baiThe mashahuur thii apanii zindaadilii daanistaa sharaarat kar baiThe koshish to bahot kii hamane magar paayaa na Gam-e-hastii kaa mafar viiraanii-e-dil jab had se baDii ghabaraa ke mohabbat kar baiThe nazaron se na karate pursish-e-Gam Khaamosh hii rahanaa bahatar thaa diivaano ko tumane chheD diyaa wallaah qayaamat kar baiThe […]
kis-kis tarah se mujh ko na rusvaa kiyaa gayaa Gairon kaa naam mere lahuu se likhaa gayaa nikalaa thaa main sadaa-e-jaras ki talaash men bhuule se is sukuut ke seharaa men aa gayaa kyon aaj us kaa zikr mujhe Khush na kar sakaa kyon aaj us kaa naam meraa dil dukhaa gayaa is haadase ko […]
2/TOUCHing-LiNe ab wo kisi basaat ki fehrist main nahin …. jin manchlon nay jaan laga di thi daao par….
2/TOUCHing-LiNe bichhrte waqt dilon ko agrcha dukh to hoa kuhli fiza main mgr saans lyna acha laga
Wo kisi ky kshtir mujhy bhool bi gaya to koi bat ninahi ‘fraz’ main bi to bhool gaya tha sara zamana us ki khatir
Family life is full of major and minor crises – the ups and downs of health, success and failure in career, marriage, and divorce – and all kinds of characters. It is tied to places and events and histories. With all of these felt details, life etches itself into memory and personality. It’s difficult to […]
We seem to gain wisdom more readily through our failures than through our successes. We always think of failure as the antithesis of success, but it isn’t. Success often lies just the other side of failure. Leo F. Buscaglia
There is something good in all seeming failures. You are not to see that now. Time will reveal it. Be patient. Sivananda
2/TOUCHing-LiNe ay sba aakay dekhaain tuje wo gul jis nay baaton hi baaton main gulzar kuhla rakha hai
Tu dhond Falak par Bagh-E-iram, apna To Aqeeda hy… ~¤ MOHSIN ¤~ Jis Khaak Pe MUKHLIS dost milen, wo Khaak B JANNAT hoti hai…!
zahan pe chhaaii huii Gam kii ghaTaa ho jaise dard men Duubii huii saarii fizaa ho jaise ab dil-e-zaar kisii taur bahalataa hii nahiin is kaa paimaan-e-vafaa TuuT gayaa ho jaise pursish-e-Gam kii bhii rasm uThaa dii us ne haal-e-dil sun ke vo sharmindaa huaa ho jaise ab to har saaNs kii aamad pe gumaaN […]
Chain se rehna hai duniya mein toh kuch socha na kar Apni kismat se kabhi koi gila ya shikwa na kar Yaad rakhna mout ki tizarat ko zindagi nahi kahte Insaan ke dushaman ko insaan nahi kahte
Main need ka shukeen zayada tu nahi FARAZ Lakin, Kuch khuwab na daikhoun tu guzara nahi hota? yahi such hai har insan dosre ko dokha deta hai yeh poetry in halaat mey dil ko sakon deti hai
Mohabat Ke Mayne Humse Kyaa Puchte Ho Hum In Batoon Se Anjaan Hai Bus Ek Gujarish Hai Ke Bhool Naa Jana Hume Kyouki Tumhara Pyaar Hi Hamari Jaan Hai
Panchi keh rahey hain k hum chaman chor denge, aur sitare keh rahey hain ki hum gagan chor denge, Agar tere ishq mein main mar bhi jaun ae sanam, Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge
Hai Yaad Mulaqat Ki Woh Sham Abhi Tak Main Tujh Ko Bhulanay Mein Hoon Nakam Abhi Tak Aa Tujh Ko Dikhaoon K Teray Baad Sitamgar Weeran Paray Hain Yeh Dar o Baam Abhi Tak Gar Tark e Taluq Ko Huwa Ek Zamana Honton Pe Machalta Hai Tera Naam Abhi Tak Mehsoos Yeh Hota Hai K […]
Gham o Dukh K Yeh Isharay Tum Na Samjho Gay Jo Din Hum Ne Tumharay Bin Guzaray Tum Na Samjho Gay Tumhein Kaisay Batayein Tum Hamaray Wastay Kya Ho Sumandar Ki Kahani Mein Kinaray Tum Na Samjho Gay Bas Itna Jaan Lo Ek Shakhs Se Hum Ne Mohabbat Ki Hamaray Tootnay Ka Khail Pyaray Tum […]
Chahat Ki Mehfil Mein Bulaya Hai Kisi Ne Khud Bula Kar Phir Sataya Hai Kisi Ne Jab Tak Jali Hai Shama Jalta Raha Parwana Kya Is Tarha Sath Nibhaya Hai Kisi Ne Arman Meray Reza Reza Ho Gaye Hain Yun Dil K Aangan Se Giraya Hai Kisi Ne Aag Lagi Hai Dasht Mein Koi Kya […]
bari khamoshi se kal shub dhalta raha chand jane kyon aap hi aap me jalta raha chand din bhar teri mohabat ki hawa chalti rahi shab bhar teri yaad me lipta raha chand raat us ki aankh me bhi khoon bohat tha raat jane kis aag me tapta raha chand khud apne mathay ko saja […]
The only real failure in life is one not learned from. Anthony J. D’Angelo