neend mangi thi tassavur ki tanha raatoen mein

chehra -e- yaar tera jehan ki parchayi mein raha

thehre hue paani se samundar ki gila kaun

gr pooch le pyaso se ki unko bhala kaun

yun toen ‘fankaar’ nahi mein sathi

par meri ilm ka dard teri aankho mein bhi bhar aayega

tu bhi tanhayi mein kabhi yeh nazm gungunayega.