Mujh se pahle se muhabbat mary mahboob na mang,

Ma samja tha k tu ha to darkshan ha hayyat,

Tara gam ha tu gam dahr k jaghra kya ha!

Teri surat se ha aalam ma bahroon ko sabbat,

Teri aankhon k sawa dunya main rakha kya ha?

Tu jo mil jaye tu taqdeer nagoon go jaye,

Youn na tha ma na faqth chaha tha youn ho jaye,

Aur b dukh han zammana main muhabbat k sawa,

Rahtyan aur b han wasil ke rahit ka sawa,

Un gint sadyoon ka tareek behmaney talassam,

Rasim-o-atlass-o-kam khawab k banway hoya,

Jaba ja baktay hoye gocha-o-bazzar main jissam,

Khaqq main lathray hoya khoon main nahya hoya,

Jisam niklay hoya amraaz ka tanroon se,

Peep bahtey hoye ghaltay hoye nassroon se,

Loot jati ha aidhar ko b nazar kya kejye,

Ab b dilksh ha tara hussan mgr kya kejye,

Aur b dukh han zammane main muhabbat k sawa,

Rahtyan aur b han wassil ki rahhyat k sawa,

Mujh se pehle se muhabbat maray mahboob na mang..