mitti se bani thi, mitti hi ban jaun gi,

is se zeada na kuch kar payi na kar paon gi

jab duniya teri choor kar chali jaun gi

phir dekhna tumhain bht yaad aun gi