Meri chahat tha wo meri anaa b tha,,,,,,,,,,

mere khamosh lehjon ki wo ik sada b tha,,,,,,,,,,

rehta tha subh-o-sham wo mere wajood mein,,,,,,,

meri awaz mera lehja wo meri adaa b tha,,,,,,,,

deta tha mujko zakham wo be-hisab magar,,,,,,,,,,

hamdard b tha mera wo meri wafa b tha,,,,,,,,,,

ab us ke zikr per mein aksar khamosh rehta hu,,,,,,,,,,

kabi meri muhabaat ki wo intaha b tha,,,,,

ajab kash-ma-kash thi meri zindagi mein,,

poujte usay b they aur dil mein ek khuda b tha,,