maghruri ka badal chhatne se aadmi aadmi banta hai

doosro ko tavajjo dene vala hi aadmi aham hota hai

zindagi ka falsafa zindagi ke saath nahi beet.ta

mohabbat ka andaaz aadmi ke baad bhi rahta hai

chale gaye sikandar jane kitne yun hi ithlaate hue

jisne zara bhi akhlaaq lutaya hamesha yaadon me rahta hai

sach kya hai jhooth kya ye bus zuba kholne se numaya

daad valon ko palda aksar ashaar vale se bhari hota ha