Log kehte hain k tera dost bewafa hai,
Maine kaha itni wafa kisi main na hogi,
Log kehte hain k tujhe yaad tak nahi karta,
Maine kaha k ye bhi wafa ki adaa hogi.