khayaal..khuaab, saraab ,sharaab ya ghazal likh doon

ye tae hota nahi hai mai tujh ko kya likh doon

mai tujh ko phool jo likhon to kya galat hai ye????

agar galat hai to.,,,, phir phool ko tujh sa likh doon ?