{~ghazal~}

‘Daita, raha faraib koi saadgi k sath/.

‘Itna, bara mazaak meri zindagi k saath/.

‘Shayad, mili saza es jurm ki mujhay/.

‘K, tha mujhay pyaar ek ajnabi k saath/.

‘Wo, zehar bhi dety rhy dawa ki trha/,

‘itna, bura slook meri sadgi k sath/