ek shakas ko chaha tha taron ki tarah humne ek shakas ko chaha tha apno ki tarah humne

ek shakas ko samjha tha pholo ki tarah hamne wo shakas qayamt tha kiya uski karein batein

din us k liye peda or uski hi the ratein kam milta ksi se tha humse hi the mulaqatien rang uska shabi tha zulfein the mahkarein ankhein the k jadu tha palkein the k talwarien dhusman bhi agaer deakhy so jaan se dil harein kuch tumsa wo milta tha baton ma shabaht the han tum sa hi lagta tha shohi ma shararat main lagta bhi tumhi sa tha das toor e mohabat mai wo shakas hame ek din apno ki tarah bhoola taraon ki tarah dooba pholon ki tarah toota phr hath na aya who hum ne boht dhondha tum kis liye chonke ho kab zikar tumhra ha kab tumse taqaza ha kab tumse shkayat ha ek taza hikayat ha sun lo to enayat ha ek shakas ko deakhaa tha taraon ki tarah hamne ek shakas ko chaha tha