Btao kahan milo gay tum,

Tumhain ik phool daina hai,

Tumse ik ehd laina hai,

Tumhain emaan kehna hai,

Tumhain dil,dharkan,jaan kehna hai,,

Jo juda krnay ki hain sazishain,.

Unhain bejaan krna hai..

Haan tumse bohat kuch kehna hai,,.

Btao kia mohabat mai ik phool bohat ho ga,.?

Ya phir tum chand mango gay,?

Ya meri jaan mango gay.?

Kya hamaisha ka tm sath mango gay…?

Ya phir hijr ka tum azaab mango gay..?

Btao kahan milo gay tum?

Tumhain,,,…….