SMS Jan

SMS jokes & text messages in english, hindi & urdu

MUJHE AB ALVIDA KEHDO..

MUJHE AB ALVIDA KEHDO..

Ab wakt-e-judai hai mujhay ab alwida kah do
Ab phir wo tanhai hai mujhay ab alwaida kah do

Main lakh bura tahra hon yaron ki nazar may
Dil roo to raha hay magar aab alwida kah do

Meray AANSOO to meray hain meri khushian tumhari hain
Mobarak tum ko yea khushian mujhay aab alwida kah do

Meray janay pay na rona mujhay tum yaad na karna
May tanha tha may tanha hon mujhay aab alwida kah do

Mujhay afsoos to hoga yon sab say door janay ka
Meri yadoon may tum sab ho mujhay aab alwida kah do

Kisi kay dard ki wajah kisi kay dukh ka may sabab
Bano ga aab kabhi na main mujhay aab alwida kah do

Mujhay choora tha apno nay mujhay apnaya tab tonay
Tera ahsan mand hon may mujhay aab alwida kah do

Meray AANSOO nahi ruktay mujhay aab dard hota hay
Na mera dard barhnay do mujay aab alwida kah do

Mujhay jo piyar kartay thay mujhay jo apna kahtay thay
Wohi aab door hum say hain mujhay aab alwida kahdo

Mujhay kaflay ki talab na thi mujhay manzilo ki na chah thi
Mera dard mera tha humsafar mera dard meri hayat thi

Mujhay tonay chalna sikha dia mujhay manzilo ka pata dia
May na chal sakon ga tere sath aab : mujhay alwidda kah do..

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

SMS Searched by :-:

  • Alwida sms
  • alivada ghazal
  • Alvida Ghazal in hindi
  • funny jokes in hindi sms on dda hoga tera bap
  • Ghazal saamne manzil thi
  • me tere sath chalna hindi shayari

Related SMS:

  1. dil ko tarpata heBohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona...
  2. Jaanay kia insan tha aashna lagta tha woMein haqiqat hoon samjhta hai wo afsana mujhe Khud jalty hain bana ker apna perwana...
  3. usey bolna or hansna sikhadyabey-maqsad zindagi … mainey jisey naam zindagi ka diya aaj usney mujhey benaam kardya mainey...
  4. Kiss Bewafa Kay Saath Mera Naam Likh DiaBarsoon Kay Intizaar Ka Anjaam Likh Dia Kaaghaz Pay Shaam Kaat Kay Phir Shaam Likh...
  5. Bula raha hai koi bam se utr k mujheKisi kali nay na dekha aankh bher k mujhe Guzer gaye jers-e-gul udas ker k...
  6. PEHLOO MEIN KISI K MERI KAINAT HOGITeri baraat hogi mera janaaza hoga chaar aadmi tere sath hongey chaar aadmi mere sath...
  7. Aana paye the tum to khudaar tha main bhiAaj udhas hoon to zamana mujhey phochne aya .. Magar Jis pe tha sadiyon ka...
  8. Chlo hath ki lakeeren mita ker daikhtay hain!CkLO Khuwab aankhon main saja ker daikhtay hain,hlo Chalo hum kisi ko apna bana ker...
  9. Meray MOULA Ka WASI Joonhi Ishara hogaUski Aakhon me Mohabbat ka Sitara Hoga Ek Din Aaye ga wo Shaks Humara Hoga….!...
  10. suno larki …suno larki … meri maano abhi tum ishq mat karna abhi gurrya sey khelo tum...
  11. Meri judaai use bhi yuhi rulati hogi..!!…KABHI USSAY BHI MERI YAD AATI HOGI… Kabhi usse bhi meri yaad satati hogi, Apni...

Written by wakeel on May 19, 2012 2:13 am | Permalink | Read Comments (0)
Filed under Ghazal SMS.
From (Example:03451234567)

To (Example:03007654321)

Message (125 characters max)

Leave a Reply

You must be logged in to post a comment.