tu mat de humen khush rehnay

‘ TU Mat de humen khush rehnay ki duaa MOHSIN… ‘

‘ HuM khushiyan Rakhty Nahi Baant diya kartay hain..

Jawa taaro ko gardish sikha raha tha

jawa taaro ko gardish sikha raha tha mein.kal uske hath ka kangan ghuma raha tha mein usi diye ne jaladiya meri hatheli ko jis ki low ko hawa se bacha raha tha mein

Tu merey pass nahin hai phir bhi

Tu Merey Pass Nahin Hai Phir Bhi

Teri Yaad Say Mohabbat Ki Hai

Kabhi Tu Nay Bhi Mujhay Yaad Kya Ho Ga

Main Nay Un Lamhaat Say Mohabbat Ki Hai

Jin Main Ho Sirf Teri Aur Meri Baatain

Main Nay Un Auqaat Say Mohabbat Ki Hai

Aur Jo Mahekay Ho Sirf Teri Hi Mohabbat Say

Main Nay Un Jazbaat Say Mohabaat Ki Hai

Tujh Say Milna Tu Ab Khuwaab Sa Lagta Hai

Mohsin Nay Terey Intezaar Say Mohabbat Ki Hai

ae gireban na ho supard hawa

*’* Ae Gireban Na Ho Supard Hawa, Dil Ki Kashti Ka Badban Hai Tu,

*’* Jalty Rehna Chiraagh Aakhir E Shab, Apne MUHSIN Ka Razdan Hai Tu.

Merey sabar ka na ley imtehaan

Merey sabar ka na ley Imtehaan

Meri khaamoshi ko sada na dey

Jo terey baghair na jee sakey

Usey jeeney ki to duaa na dey

Tu azeez Dil-o-nazar sey hai

Tu qareeb Rag-o-jaan sey hai

Merey Jissm-o-jaan ka yeh faisla

Kaheen waqat aur barha na dey

Tujhe bool ke bhi na bulaa sakoon

Tujhe chah ke bhi na pa sakoon

Meri hasraton ko shumaar kar

Meri chahaton ka silaa na dey

Wo tarap jo shula-e-jaan mein thi

Merey tan badan sey lypat gaye

Jo bujha sakey to buja isey

Na bujha sakey to hawa na dey

Tujhe agar milein kabhi fursatein

Meri shaam phir sey sanwaar dey

Agar qatal karna hai to qatal kar

Yoon judayioon ki saza na dey

Ban ke rehty they jo mazi mein

Ban ke rehty they jo Mazi mein Ujalon ki tarah

Aaj kitabo’n mein hain wo log Hawalon ki tarah

Shab e tareek mein ye bikhry huwe taary dekho

Kisi ulfat mein uljhy hain Khyalon ki tarah

Maykash kiya hai teri ulfat ne mujhe

Teri yaadein hain Sagar k Pyalon ki tarah

Raah e ulfat mein kai Log toot kar bikhry

Dunya karti hai unhein pesh, Misalon ki tarah

Jab se khayen hain Zakhm Teri Mohabbat Mein

mOhs!n

Nigahen mujh pe uthti hain Sawalon ki tarah. .*

meri parwaz jan m hail h

*’* Meri Parwaz Jan M Hail H, Sans Tute Hwe Paron Jaisi,

*’* Dil Ki Bsti M Ronaken Hen Magr, Chand Ujrre Hwe Gharon Jaisi

hamsafar mat bna usy apna

*’* Hamsafar Mat Bna Usy Apna ! dhoka Deti H Be Asool Hawa,

*’* Aaj Tk Dar Ba Dar Bhatakti H, Jane Kiski H Pehli Bhool Hawa?

sansun k is hunar ko asan

*’* Sansun k Is Hunar Ko Asan na Khayal kar,

*’*Zinda Hn, Sa’aton Ko Men Sadiyon M Dhaal Kr,

zindgi log jisy marham e gham

*’* Zindgi, Log Jisy Marham E Gham Jante Hen, Jis Tarah Hm N Guzari H Wo Hm Janty Hen,

*’* Dard Kuch Aur Ata Kr K Tere Dard O Nawaz, Ye Sakhawt Tery Ma’yar S Km Jante Hen,

*’* Sar E Burhana Chale Aae Hen K Pathr Barsen, Hm Tere Shehr Ka Aaeen E Karm Jante Hen,

*’* Shidat E Gham Ka Ye Aalam H Shab E Hijri, K Hm, Hr Sitare Ko Tra Deda E Nam Jante Hen,

*’* Hm K Khilte The Kabi Zab E Junu Ki Rut M, Harf E Sheerin Ko B Qatra E Sam Jante Hen,

*’* Rasm E Farhad P Kehna Ho Ghazal To MUHSIN ! Sang O Teesha Ko B Hm Loh O Qalam Jante Hen

ik dard ka mela k laga

*’* Ik Dard Ka Mela K Laga H Dil O Jan Men, Ik Ruh Ki Awaz K RASTA MUJHE DENA,

*’* Ik Taza Ghazal Azn E Sakhan Mang Rhi H, Tm Apna Mehkta Hwa Lehja Mujhe Dena !

*’* Wo Mujh S Kahin Barh K Musibt M Tha MUHSIN, reh Reh K Magr Uska Dilasa Mujhe Dena

Wo shakhs to ek choti si baat

Wo Shakhs To Ek Choti Si Baat Pe Youn Rooth K Chal Diya

==Mohsin==

Jaisey Usey Sadiyon Se Ksi Bahanay Ki Talash Thi.

Katraa k manzalon se guzarte chale gaye

katraa k manzalon se guzarte chale gaye..

sehra ki was’atoon main utarte chale gaye..

sheesha badan thay phir bhi kisi ki talash main..

takraa k pathroon se bikharte chale gaye…

kantoon se ker k apne badan ko lahoo lahoo..

phoolon k sath hum bhi nikharte chale gaye..

parwana-khu thai aise k shamma k naam per…

apni tapish main aap hi marte chale gaye..

aise hua hai hal uski mohabbat main k

MOHSIN

ujray hain is tarhan k sanwarte chale gaye…….

Hum labo se keh na paye un

Hum labo se keh na paye un se haal-e-dil kabhi

~mohsin~

Ik woh samajh na paye yeh khamoshi kya cheez hai!

Mohbat ka dhuwan ankhon me pani chor

Mohbat ka dhuwan ankhon me pani chor jata hy

Ksi raste se ghum guzre nishani chor jata hy

Hmhari guftguon se b wo qayil nai hota

Or apni khamoshi k b maani chor jata hy

Bhrosa jis pe ho is se tawaqqo koi mat rakhna

Yehi ik saiban beysaibani chor jata hy

Bichar kr b hm aise shakhs se bichra nhi krte

Jo ek fiqra ada kr k kahani chor jata hy

“M0hSin” mout b kam khobsurat to nhi ho gi

Jo is ko dekhta hy zindgani chor jata hy.’

aaina hi dekhta h usko kahan

*’* Aaina Hi Dekhta H Usko, Aaina Kahan Wo Dekhti H ?

*’* Wo Ghancha Dhan ‘ Sakut Zadi’ Khulne P B Km hi Bolti h

jab chaley they t0 tanha safar

*** Jab

Chaley They

T0 Tanha They Safar Mai’n,

‘M0H$!Ñ’

***Phir Tum Miley Gham Miley,Tanhai mili

Qaafla Sa ßa’n

Gaya …***.

saja k sir p sitaron ka

*’* Saja K Sir P Sitaron Ka Taaj Rkhta Ha, Zameen P B Wo Falak Ka Taaj Rkhta Hai,

*’* Sanwarne Wale Sada Aaine Ko Dhundte Hen, Bichar K B Wo Meri Ehtiyaj Rkhta Hai,

rat hamara gham shinas tha wo

*’* Rat Hamara Gham Shinas, Tha Wo, Magr Wo Tu Na Tha, Dil Zadgan K Aas Pas Tha Wo, Mgr Wo Tu Na Tha,

*’* Sangdil O Burhana Tan Banch Ruton Ki Bheer M, Aik Khayal E Khush Libas Tha Wo, Mgr Wo Tu Na Tha

Uss ke dil mein thori see jagah

==’Uss Ke Dil Mein Thori See Jagah Mangi Thee’== ==’Mohsin’==

==’Us Ne Tanhaiyon Ka Shehar Mere Naam Kr Diya’=

jo muqadr sanwar daity hain un

*’* Jo Muqadr Sanwar Daity Hain, Un Sitaron Ki Kehkishan Hai Tu,

*’* Be Nishan Be Nishan Khayam Mere, Karwan Karwan Rawa Hai Tu.

talab ko tu na milega to

*’* Talab Ko Tu Na Milega To Aur Log Buht ! Kisi Traf To Ye Tufan B Morna Hoga,

*’* Kbi Mata’a E Safar Tha Jo Dilruba MUHSIN, khabar Na Thi Usy Rasty M Chorna Hoga,

*’* SILENT *’*

apne maathay pe saja lo

*. . .Apne Maathay Pe Saja Lo Her ik Patharr Ki Zarrab,

mOhS!n

ishq Kr Baithay Ho Lazim Hai Saza Pao Ge. . .*

R O C K S

Us k hotay b tanhai mili hai

Us K hotay b Tanhai Mili Hai.

Wafa Kar k B Bewafai Mili Hai.

Jitni Dua Ki Usay Panay Ki.

Us se Ziyada uski Judai Mili hai.

More: Sad Poetry

ujaar shab ki khalish bn k

*’* Ujaar Shab Ki Khalish Bn K BAN m Khojaon, M Chandni Ki Tarah Khud Ko Dar Ba Dar Na Kron !

*’* Wo Aik Pal Ko Dikhai To Dy Kahin MUHSIN m Jan Ganwa K B Us Pal Ko Mukhtasar Na Kron !

tmahare shehr ki galiyon m sail

*’* Tmahare Shehr Ki Galiyon M Sail E Rang Bakhair,

*’* Tmhare Naqsh E Qadam Phul Phul Khilte Rhen,

*’* Wo Rahguzr Jahan Tm Lamha Bhr Thehr K Chalo,

*’* Wahan P Abr Jhuken Aasman Milty Hen

Harf e ranjish pe koi baat b ho sakti

Harf-e-Ranjish pe koi Baat B ho Sakti hai,

Ain Mumkin hai Mulaqaat B ho Sakti hai,,

Zindagi Phool hai Khushbu hai magar Yaad rehay,

Zindagi Gardash-e- Halaat B ho Sakti Hai,,,

Hum Ne Ye Soch k Rakha Tha Qadam Gulshan Mein,

Lala.o.Gul Mein Teri Zaat B Ho Sakti Hai,,,

Cha’al Chaltey Huey Shatranj Ki Baazi k Asool

Bhool Jao Gay To Phir Maat B Ho Sakti Hai,,,

Aik to Chatt k Bina Ghar Hai Hamara Mohsin,

Us Pe Ye Khouf k Barsaat B Ho Sakti Hai..?

Girti hoi dewar ka humdard hon lekin

Girti hoi Dewar ka humdard hon lekin

Charhte hoe Sooraj ki prastish nhi krta

Humdardi-e-Ehbaab se darta hon MOHSIN

Me zakhm tu rakhta hon Numaish nhi krta.*

Abi na khool thora hijaab rehny dy

Abi Na Khool Abi Thora Hijaab Rehny Dy,

Kuch Or Din Muje Yunhi Kharab Rehny Dy,

Ujaar Dy Mery Dil Ki Tamam Dharti Ko,

Bus Aek Shehar Mera Shehar-e-Khwab Rehny Dy,

Wohi Huwa Na Bicharny Pay Baat Aa Pohnchi,

Usay Kaha Tha Purany Hisab Rehny Dy,

Meri Hatheli Pay Likh Dy Hr Ik

Na-Kaami,

Mery Khuda Tu Usy Kaamyab Rehny Dy,

Warq Warq Na Tu Aisy Lakeeren Khenchta Ja

‘Mohsin’

Kitab-e-Umer Main Koi To Baab Rehny Dy.

dil men aur chashm e tar

*’* Dil Men Aur Chashm E Tar M Kya Kuch Tha, Tujh Se Pehle Nazar M Kya Kuch Tha,

*’* Wo Lut Hwe Hen Shehr Badar, Unse Pucho K Ghar M Kya Kuch Tha?

karta h qabool kon mujhko

*’* Karta H Qabool Kon Mujhko ? Kate Hwe Hath Ki Dua Hun,

*’* Such Ye Hai K Ajnabi Hun Khud Se, Kehne Ko Men Sb S Aashna Hun,

*’* SILENT *’*

Kuch to a yaar elaj e ghum e tanhai ho

Kuch to A yaar’ elaj-e-ghum-e-tanhai ho

Baat itni b na brr jaye k ruswai ho

Jis ne b mujhko tamasha sa bana rakha hy

Ab zarori hy wohi aankh tamashai ho

Dobne wale to aankho se b kub nikle hain

Dobne k liye lazim nahi,gehrai ho

Main tujhe jeet b tohfey me nahi de sakta

Chahta ye b nahi hon teri paspai ho

Koi anjan na ho shehr-e-mohabat ka makeen

KASH har dil ki har ik dil se shanasai ho

Yon guzar jata hy

‘MOHsin’tere koche se woh

Tera wakif na ho jese koi SODAI ho..!

phr ehl e dil ko h

*’* Phr Ehl E Dil Ko H Teri Bakhshish Ka Intizar, Phr Tere Khad O Khal Ka Saail H Aaina,

*’* Ik Din To Bn Sanwar K Mri Saans M Utr, Is Reet Reet Sans Ka Hasil H Aaina

kis baat pe rootha he pata

*’* Kis baat pe rootha he pata ho to manaon .

‘ MOHSIN ‘

Wo rooth to jata he shikayat nahi karta…

jaan bhi maangy ga to

*. . .JaaN bhi MaanGy ga To Ye soch k daY Den GaY,

MOHSIN. . . . . . .*

InkAar k SaDMaY se ‘Wo’ Aansu Na BaHa Dy. . .*

|:::R:::O:::C:::K:::S:::|

mousam ki baykaif haalat sy

*. . .Mousam Ki Bay’Kaif Haalat Sy Mujh Ko Lagta Hy,

mOhS!n. . . . .*

Phir Sy Goonji Woh Sada Jin Mein Wafa Na Thi. . .*

*:’:*:’:* R o c K s *:’:*:’:*

aankhon m gulab khil rhy hen

*’* Aankhon M Gulab Khil Rhy Hen, Kya Jane Wo Kb S Jagti H ?

*’* Barsa H Khumar Chandni Ka ! ya Uski Jabeen Damak Uthi H?

Mohbat ka dhuwan ankhon me pani chor

Mohbat ka dhuwan ankhon me pani chor jata hy

Ksi raste se ghum guzre nishani chor jata hy

Hmhari guftguon se b wo qayil nai hota

Or apni khamoshi k b maani chor jata hy

Bhrosa jis pe ho is se tawaqqo koi mat rakhna

Yehi ik saiban beysaibani chor jata hy

Bichar kr b hm aise shakhs se bichra nhi krte

Jo ek fiqra ada kr k kahani chor jata hy

“M0hSin” mout b kam khobsurat to nhi ho gi

Jo is ko dekhta hy zindgani chor jata hy.

wafa k laiq nahi teray

*. . .Wafa k laiq nahi teray shehar k log,

mOhS!n. . . .*

Mushkil sir per ati hai to manzilain badal latay hain. . .*

kis ki kya majal thi jo

.: Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta’,,,

mohsin,..

‘Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh k’…

itni fursat nahi ab aur sakhan

*’* Itni Fursat Nahi Ab Aur Sakhan Kya Likhna ? Bs Ba Andaz E Ghazal Uska Sarapa Likhna,

*’* Uski Aankhon M Machalte Hwe Darya Parhna, Dil Ko Sailab K Mausam M B Piyasa Likhna.

es nazuk dil me kisi

*. . .Es Nazuk DIL Me Kisi Say Itni MOHABBAT Hai.,

mOhs!N

Har RAAT Jab Tak ANKH Bheeg Na Jaye Neend Nahi Aati. . .

Itna naa yad aya karo keh

itna naa yad aya karo keh raat bhar soo na sakain. Subah surkh ankhoo ka sabab pouchtay hain loog

ye naqd e jan k is

*’* Ye Naqd E Jan K Is Ka Lutana To Sehl He, Gar Ban Pary To Is S B Mushkil Sawal Kr,

*’* MUHSIN Burhana Sar Chali Aai H Sham E Gham ! Ghurbat Na Dekh, Is P Sitaron Ki Shaal Kr

puch apni udas aankhon se

*’* Puch Apni Udas Aankhon Se ! mere Dil K Khandar M Kya Kuch Tha,

*’* Kuch To Bol Ae Sitara E Aakhr ! Shab K Pichle Peher Men Kya Kuch Tha?

ye khushbu k bikhar jane ka

*’* Ye Khushbu K Bikhar Jane Ka Mausam, Yehi Mausam H Mar Jane Ka Mausam !!

*’* Widaa E Dast O Daamann Ki Ghari Hai, K Laut Aya H Ghr Jane Ka Mausam,

Ye to bus wohi jaane jis k

Ye to bus wohi jaane jis k dil pe guzri ho

”mohsin’

‘kisi ko kya kahbar koi kiss qadar akela hai..

Yeh our baat hay wafa tujh say

yeh our baat hay wafa tujh say naa ho saki tum nay jo waa’day kiye thay magar waa’day ghazab k thay ¤¤prince_shabir@yahoo.com

Jub se tu chhod kar gaya ghar

jub se tu chhod kar gaya ghar ka ghar ujar gaya koi idhar gaya koi udhar gaya na jane kaun kidhar gaya kaisa tufaan tha wo jo tinka tinka bikhar gaya na jane log muhabat mein juda hokar kaise jite honge rizwan ko dekho mohsin jite ji mar gaya

rakh hojae na dil ki shualagi

*’* Rakh Hojae Na Dil Ki Shualagi, Is Qadar Pathar Na Ban Jana, Pighal,

*’* Hanpnene Ko Hen Hawa Ki Wehshaten, Ae Charagh E Rah Guzar, Kuch Aur Jal !!

bdaltay mousam pay apni umeedein

*. . .BÃ¥daltay Mousam Pay Apni Umeedein Na Rakho,

mOhS!n

Din Baharon K Baray Mukhtasir Hua kartay Hain. . .*

*_.-*’*-._ROCKS_.-*’*-._*

zidon sumait kbi dil ko chorna

*’* Zidon Sumait Kbi Dil Ko Chorna Hoga, Ye Aaina Kisi Pathar P Torna Hoga,

*’* Yehi Nhi K Hamen Tor Kr Gya H Koi, Use B Khud Ko Buht Der Jorna Hoga,

*’* SILENT *’*

jo nhi to phr bare shauk

*’* Jo Nhi To Phr Bare Shauk S, Sbhi Rabity Sabhi Zabity,

Kbhi Dhup Chaon M Torr Do !

Na Shikast E Dil Ka Sitam Saho,

Na Suno Kisi Ka Azab E Jan,

Na Kisi S Apni Khalash Kaho,

Yunhi Khush Phiro, yunhi Khush Rho,

Na Ujar Sken Na Sanwar Sken,

Kbi Dil Dukhao, To Is Tarah,

Na Simat Sken Na Bikhar Sken,

kbi Bhul Jao To Is Tarah,

Kisi Taur Jan S Guzr Sken,

Kbi Yad Aao To Is Tarah ! *’*

qadar e johar hai jo pindar

*’* Qadar E Johar Hai Jo Pindar Sumait, Mujhko Parkho Mery Ma’yar Sumait,

*’* Roz Mangen Ye Dua Khana Badosh, Ghar Na Ujren Dar O Diwar Sumait,

*’* SILEN *’*

Hum bewafa h sah per har pal

Hum BewAfA h¡ sAh¡ per HAr pAl TumhAre to they, ~’mohsin’~

TumhA¡n MohAbbAt Hot¡ to HamA¡n Yun chor kr na jatay..

ab bhi bursaat ki raatn

*. . .Ab bhi bursaat ki raatön men badan tot,ta hy,

mOhS!n

Jaag uth,ti hen ajub khaahishen angraai ki. . .*

…::i!i!i!..Rocks..i!i!i!::…