SMS Jan

SMS jokes & text messages in english, hindi & urdu

Meray MOULA Ka WASI Joonhi Ishara hoga

Uski Aakhon me Mohabbat ka Sitara Hoga
Ek Din Aaye ga wo Shaks Humara Hoga….!
Zindagi Ab k Mera Naam na Shamil Karna.
Gr Ye tay hai k yahi Khel Dobara Hoga…..!
Jis k Honay se Meri Saans Chala Karti thi
Kis Tarha us k Bageir Apna Guzara hoga.
Ye Achanak jo Ujala sa hua Jata hai………
Dil ne Chupke se tera Naam Pukara hoga.
Ishq karna hai to Din raat usay Sochna he.
Kuch Aur Zehan me Aaya to Khasara hoga.
Ye jo Pani me chala aaya he Soneri Sa Ghuroor
Usne Darya me kahin Paoon Utara hoga….!
Jo Meri Rooh me Badal se Gharajte hai WASI.
Usne Seenay me koi DARD utara hoga…..!
Kaam Mushkil hai maghar JEET hi Loonga UskOo
Meray MOULA Ka WASI Joonhi Ishara hoga …

Related SMS:

  1. Jaanay kia insan tha aashna lagta tha woMein haqiqat hoon samjhta hai wo afsana mujhe Khud jalty hain bana ker apna perwana...
  2. usey bolna or hansna sikhadyabey-maqsad zindagi … mainey jisey naam zindagi ka diya aaj usney mujhey benaam kardya mainey...
  3. Kiss Bewafa Kay Saath Mera Naam Likh DiaBarsoon Kay Intizaar Ka Anjaam Likh Dia Kaaghaz Pay Shaam Kaat Kay Phir Shaam Likh...
  4. MUJHE AB ALVIDA KEHDO..MUJHE AB ALVIDA KEHDO.. Ab wakt-e-judai hai mujhay ab alwida kah do Ab phir wo...
  5. PEHLOO MEIN KISI K MERI KAINAT HOGITeri baraat hogi mera janaaza hoga chaar aadmi tere sath hongey chaar aadmi mere sath...
  6. Mere ek-ek ansoo ka hisab dena hogaMere ek-ek ansoo ka hisab dena hoga Aye sangdil tujhko bhi meri tarha rona hoga...
  7. khata kisi ki ho lekin saza kisi ko mileyajeeb tarha sy socha hai zindagi k liye key zakham zakham mai khilta hon main...
  8. suno larki …suno larki … meri maano abhi tum ishq mat karna abhi gurrya sey khelo tum...
  9. Meri judaai use bhi yuhi rulati hogi..!!…KABHI USSAY BHI MERI YAD AATI HOGI… Kabhi usse bhi meri yaad satati hogi, Apni...

Written by wakeel on February 6, 2012 2:13 am | Permalink | Read Comments (0)
Filed under Ghazal SMS.
From (Example:03451234567)

To (Example:03007654321)

Message (125 characters max)

Leave a Reply

You must be logged in to post a comment.