~maan ki mamta kitani bholi kitani pyaari~

~duniya mein ha sabse nyaari~

~sabse bholi sabse pyaari~

~maan ki mamta kitani pyaari~

~mujhko deti hai jee bhar pyaar aur dulaar~

~bholi bhali surat me hai mamta ki murat~

~jeevan jisne diya hume karni chahiye parwaha hume~

~maan ki mamta kitani bholi kitani pyaari~

~duniya mein ha sabse nyaari~

~man ko tatolati hain uske ankhen raho kahi tum age yaa pichche~

~maan me hai man, aur man me hai basi tu maan~

~dua karu mai lag jaye meri bhi tujhe umar maan~

~maan ki maaya aur unke aanchal ki saaya~

~ bankar rahe sabhi par chhaya~

~karungi yahi dua main Umra bhar~

~maan main kaise karun ye dua waqt se… ~

~jeevan ha mera tere bina mushkil~

~maan ki mamta kitani bholi kitani pyaari~

~duniya mein hai sabse nyaari~

~tere har baton mein ha meethi baat~

~tere bina main ho jati hun mushkil mein girftar~

~maan ki mamta kitani bholi kitani pyaari~

~duniya mein hai sabse nyaari~