Jin ki Umra Gayi ho ladne mein

WOh pyaar bhari takraar kya jaane ?

Jinki aankhon ne sirf qatl kiye ho

woh pehli nazar ka pyaar kya jaane ?

Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,

har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,

apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,

jab karte byan to mehfl ko rula dete.

Manzile bhi uski thi rasta bhi uska tha…

ek mai akela tha kafila bhi uska tha…

sath sath chalne ki soch bhi uski thi……

fir rasta badalane ka faisla bhi uska tha……..

aaj kyon akela hun, dil sawal karta hai,

log to uske the kya KHUDA bhi uska tha?????