Light k baghair rehne walo dehshat

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Light k baghair rehne walo

Dehshat gardi bardasht karne walo

Aik mulk mein 2 eid manane walo

Strike mein ghar bethne walo

Har cheez pe Extra tax dene walo

Sheher ki lights ka bill apne ghar se dene walo

Sailaab mein dia hua saman Dobara market se kharidne walo

33 ka petrol 85 mein or 20 ka diesel 94 mein kharedne walo

100 ka load kra k 83 use kerne walo

Agricultural country mein Cheeni 85 rupay kharidne walo

ZILAT KI ZINDAGI SY EZAT KI MOUT BAHTAR HY (KB JAGO GY)