LIFE TIME MESSAGE

aik admi ek konay mem ro raha

tha. kisi na us sa waja poochi

us na kaha mara aik beta tha

maina usa pharhaya socha usa bara

admi banaun ga us ko matric,inter,

B.A,M.A or phir bahar parhai ko bhajha

Magar..?

Achanak wo bemar ho gaya or doctor na jawab

dadiya wo apni zindagi ki akhri sansan gin

raha tha 1 din bola abu mari sab digriyan hen

magar abu ap na ‘MUJHA QURAAN’ nahi pharhaya

main ‘KHUDA’ ko kiya mun dikhaon ga?

‘A heart touching silent massage.;