Farmaya: Jo shakhs (Surah-e-)Baqarah ki akhiri 2 ayaten raat me parhega WO use kifayat karengi (Bukhari J-3 P-405)

(Wazahat: kifayat krne se murad he k ye ayaten raat k qayam k qaaim muqam ho jayengi ya us rat use shetan se mahfooz rakhengi ya us rat me nazil hone wali aafat se bachayengi ya use fazilat-o-swab k lye kafi hongi (Wallah-o-aalam)

Mashwara: in ayaton ko yad kr len or rat ko sone se qabl parhne ki adat banayen

Shukria