Dunya main aish ki zindgi guzarna aur unka chalna phirna tum ko kisi dhoke main na dal dy. Ye mehez chand roza zindgi ka thora sa lutf hai. Phir to in nafarmano ka tikana dozakh hai hoga jo badtareen aram gah hai.(SURAH ALIMRAN-AYAAT-196-197)