Muje rote hoie chorh gaie aur chale gaie

Lihaf-e-kafan ko tum ourh gaie aur chale gaie

Kamzor tha mian, bad-e-mukhalif k muqable main

Onhi hawaoun k rukh mourh gaie aur chale gaie

Jo bhi haath pohonchta tha meri garden tak

Onhi haathon ko marourh gaie aur chale gaie

Zalim hai ye zamana ham kia karenge?

Hamari zindagi jachour gaie aur chale gaie

Tum ne jis paude ko jo laho se hai seencha

Tanaawar darakht bana kar chourh gaie aur chale gaie

Jise sahara dia sahara banne ki umeed main

Usi saharae ko bhi chourh gaie aur chale gaie?