kabhi socha hai?
Hamare rishtey ka naam kia hai?
*Dosti
*Mohababt
*Zarurat
*Khuwahish
*Junoon
*Ishq
ya woh rishta jo,
“Asman ka zameen se”
Barish ka sehra se hay
Haqiqat ka khuwabon se hay
Din ka raat se hay
Yeh kabhi bhi aik dosray se mil nahin patay
laikin aik dosray k baghair adhoray bhi hain
Shayud aisa hi kuch rishta mera or aap ka bhi hay
Related SMS:
- Tum Ko Razai Na MileKhuda Kare Tumko Judai Na Mile Kabhi B Tanhaii Na Mile Muje Sms Na Karo...
- Pahle Chitthi ke badle taar aata thaPahle Chitthi ke badle taar aata tha ek bulawe par mera yaar aata tha Ab...