ap ki yadon ka mehel banay ham ne…..

ap ki yadon ka mehel banay ham ne…..
arzu ka dia es men jalaya ham ne….
yad any waly tujy mari kasam…..
wo lamha bata jes men tujy bhulaya ham ne….

Usne..Mera hi naam likh ke bhejaa…

Maine usse ek ishara kiya
Usne salaam likh ke bheja.
Maine pucha tumhara naam kya hai?
Usne chand likh ke bheja.
Maine pucha tumhe kya chahiye?
Usne saara aasmaan likh ke bheja.
Maine pucha kab miloge?
Usne qyamat ki sham likh ke bheja.
Maine pucha kis se darte ho?
Usne muhabbat ka anjaam likh ke bheja.
Maine pucha tumhe nafrat kis se hai?
Usne..Mera hi naam likh ke bhejaa…

Bheer mein bhi tanha hoon main.

Ussey yaad karun toh aankh bhar aati hai,
Meri mohabbat mujhe hi rulati hai,
Uske bina hoon udass main,
Bheer mein bhi tanha hoon main.

Kash PYAAR ka insurance ho jata

Kash PYAAR ka insurance ho jata
Pyaar karne se pahle premium bharwaya jata,
Pyaar me wafa mili to thik,
Warna bewafao pe jo kharcha hota,
Uska claim to mil jata.

Panchi keh rahe hai ki hum

Panchi keh rahe hai ki hum chaman chod denge,
aur sitare keh rahe hai ki hum gagan chod denge,
agar tere ishq mein mai mar bhi jau ae sanam,
tum dilse pukar lena hum kafan chod denge.

zindagi kisi ki amanat nahi hoti,

Jindagi kisi ki amanat nahi hoti,
mannat mein kabhi qayamat nahi hoti,
dil bhi sochkar lagana ae dost,
ishq ki quaid mein kabhi jannat nahi hoti!!

Na pooch meri sabr ki inteha kahan tak hai

Na pooch meri sabr ki inteha kahan tak hai,
Tu karle sitam jahan tak teri takat hai,
Wafaa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
Humein to dekhna hai tu bewafaa kahan tak hai.

Happy Eid Day

Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho,
Jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho,
To samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai.
Happy Eid Day.

pani mein bhi aag lagakar aaye hai…

Aaj ham unhe bewafa batakar aaye hai
Unke khaton ko pani mein baha kar aaye hai
Koi nikal kar padh na le unhe
Issliye pani mein bhi aag lagakar aaye hai…

Teri mohabbat pe sakh kar ke

Teri mohabbat pe sakh kar ke
Humne aapne aapko kamzor sabit kiya hai..
Maaf karde humein iss kahta pe
Aakhir teri judai hi iska karan hai..

Raah mein bane jab musaafir

Har taraf gehrai hai kinara nazar nahi aata
Raah mein bane jab musaafir toh koi hamsafar nazar nahi aata
Vaada toh kar lete hai sabhi mohabbat kar lene ke baad
Par jab waqt aaye toh koi saath nibhaane nahi aata
Kaun samjhe yeh haqeqat hum toh bas pyaar kiye jaate hai

Kiya hua agar tum hame mil na sake,

Kiya hua agar tum hame mil na sake,
Kiya hua ke tumhare dil mein aur koi bas gaya,
Sada hum cahenge khushi tumhari,
Marte marte bhi yeh kahenge sada khush raho yeh dua hai hamari.

Dil ko todkar haste ho !

Dil ko todkar haste ho !
Dil ko tadapakar haste ko !
Zindagi kum pad gayi mohobbat ke liye !
Is mohabbat ka anjaam dekh kar haste to !
Hum to ek pal na jee sake bin aapke !
Aap hume ruswa karke haste ho !
Har kadam par aapka sath diya dil ne !
Aap to hamari is nadaan mohabbat par haste ho

Hamara toh dard se rishta purana hai,

Hamara toh dard se rishta purana hai,
Isiliye aapke har gam ko apna mana hai,
Kya kahe uss rab se ki woh the bewafa,
Humne toh khud ko hi bewafa mana hai.

Koi aur ho to baat samjh sakenge,

Dil ka dard tum samajh na sake,
Humare dil ko yaaad kar na sake,
Koi aur ho to baat samjh sakenge,
Varna sakun dil ko dila na sakenge!

ap be wafa

Bada afsoos hota hai jab aapka zikra hota hai
Toh bewafai ka mahool hota hai..
Jaanta hun aap bewafa nahi ho magar
Dard toh iss dil ko hota hai..

Ek phool kafi hai kabar par chadhane ko,

Ek phool kafi hai kabar par chadhane ko,
Hazaron phool kam hai doli sajane ko,
Hazaro kushiyan kam hai ek gam bhulane ko,
Aur ek gam kafi hai zindagi bhar rulane ko

Aapki judai ne hamein shayari sikha di,

Aapki judai ne hamein shayari sikha di,
Judai ke gam ne hamein manzil bhula di,
Chahte to nehin thaey aapse juda hona para
Kya karein agar hamein apno ne hi peeth dikha di

woh jalim Kahegi ke bewaafa hai hum.

Duniya ne diye hume itne gum ke
Ek zindagi bhi lagne lagi hai kam
Yun toh sauk hai todne ki uski bhon mein dum,
Lekin kya kare phir bhi woh jalim
Kahegi ke bewaafa hai hum.

dil ka dard

Dil ka dard tum samajh na sake,
Humare dil ko yaaad kar na sake,
Koi aur ho to baat samjh sakenge,
Varna sakun dil ko dila na sakenge!

Meri kabr se udas ja raha hai koi.

Meri kabr par phool chara raha hai koi
Meri kabr pe aansoo baha raha hai koi
Aye mere khuda thodi si zindagi aur de de
Meri kabr se udas ja raha hai koi.

Dooriyon se farq nahi padta,

Dooriyon se farq nahi padta,
Baat to dilon ke nazdikiyon se hoti hai,
Dosti aap jaise kuch khaas logon se hoti hai,
Varna mulakat to roz na jaane kitne logon se hoti hai

Aaj ham unhe bewafa bata kar aaye hai

Aaj ham unhe bewafa bata kar aaye hai
Unke khaton ko pani mein baha kar aaye hai
Koi nikal kar padh na le unhe
Issliye pani mein bhi aag lagakar aaye hai…

Jab bhi tanhai ne unko sataya hoga,

Jab bhi tanhai ne unko sataya hoga,
tab tab unko mera khayal aaya hoga
gham ye nahi hai ki woh bhool gayae humko
gham yeh hai ki ro ro ke bhulaya hoga!!

Tab tak chaand kisi aur ka ho gaya.

Dil ke aangan se chaand ka didar ho gaya,
Mai uska deewana ho gaya,
Chaand badlo me kho gaya,
Maine badal hatne ka intezaar kiya,
Tab tak chaand kisi aur ka ho gaya.

Humse pyar na karna e-zalim

Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai,
hum wo khushbo hain jo baho mein mehekte hain,
humse pyar na karna e-zalim
hum wo dard hain jo ankho se chalakte hain

Nazar chahti hai didaar karna,

Nazar chahti hai didaar karna,
dil chahta hai pyaar karna,
kya batayein is dil ka aalam,
naseeb mein likha hai intezar karna

Aaj phir iss dil ko tumne rulaya hai.

Pehle bhi kabhi suni thi, ye pyaar ki baatein,
Pehle bhi dil ko bahut dukhaya hai.

Aaj phir tumne kuredein hain, wo zakhm,
Aaj phir iss dil ko tumne rulaya hai.

Kabhi kisi se zikre-judai mat karna,

Kabhi kisi se zikre-judai mat karna,
Is dost se kabhi ruswayi mat karna,
Jab dil uth jaye hamari dosti se to bata dena,
Bina batae bewafai mat karna.

ek zidagi lagny lagi kam

Duniya ne diye hume itne gum ke
Ek zindagi bhi lagne lagi hai kam
Yun toh sauk hai todne ki uski bhon mein dum,
Lekin kya kare phir bhi woh jalim
Kahegi ke bewaafa hai hum.

Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti,

Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti,
Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai,
Pyaar ki seema honi chaiye,
Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye.

Anjane mein hum apna dil gawa baithe

Anjane mein hum apna dil gawa baithe
iss pyar me kaisa dhoka kar baithe
unse kya gila kare?
Bhool hamari hi hai
jo bina dil-walon se dil laga baithe.

Bas ek bar mujhse milne to aa…

Bas ek bar mujhe maaf kar de mere yaar…
Mera sabar bas ab tootne ko hai !
Bas ek bar mujhse milne to aa…
Mere jism se rooh bas ab nikalne ko hai !
Bas ek bar apni aakhon se kuch aasoo to baha…
Mera janaza bas ab uthne ko hai !
Bas ek bar mere paas se toh guzar…
Meri kabar bas ab tootne ko hai !
Bas ek bar mere yaar…. mujhe yaad to kar…
Mera wajood bas ab mitne ko hai !!!

Aaj phir iss dil ko tumne rulaya hai.

Pehle bhi kabhi suni thi, ye pyaar ki baatein,
Pehle bhi dil ko bahut dukhaya hai.

Aaj phir tumne kuredein hain, wo zakhm,
Aaj phir iss dil ko tumne rulaya hai.

Pyaar mein mith jana kyun chahega?

Kisi diljale ko koi apna banana kyun chahega,
Bekar mein koi apna dil jalana kon chahega,
Dikhawa hai yeh mahobaat warna,
Pyaar mein mith jana kyun chahega?

Piyaar mai mith ja na kyun chahee ga…

Kisi diljale ko koi apna banana kyun chahee ga,
Bekar mai koi apna dil jalana kon chahee ga,
Dikhawa hai ye muhbaat warna ,
Piyaar mai mith ja na kyun chahee ga…

Leke hum dusro ki hasi kya kare,

Leke hum dusro ki hasi kya kare,
Jo apni nahi woh khushi kya kare,
Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
Jab saath tum nahi toh zindagi jikar kya kare

Yaad na karoge toh bhula bhi na sakoge,

Yaad na karoge toh bhula bhi na sakoge,
mera khayal dil se mita bhi na sakoge,
ek baar jo tum mere gum dekh lo,
toh phir saari zindagi muskura bhi na sakoge

Tumko dekha to yeh khayal aaya,

Tumko dekha to yeh khayal aaya,
Dhoop ghani chaanv ho tum,
Tum muskarye to muskra utha sama bhi,
Aise jaise phool kali se khil jaye.

Sonchenge phir karnge, yeh to koi baat nahin,
Aray pyaar to ek se hota hai,
Hazaaron se nahin.

Bhoolbhoolaniyaan mein kya maza hai,
Aamne saamne ho to koi ka ehsaas hai,
Kahein kya ab pata nahin,
Phir bhi dil tumpar atakta kyon!

Jaane kyon log mohbaat mein hojaate hain badnaam,
Dil to sanch ka aaiyna hai,
Darpan mein to hum sirf apne aap ko dekhte hain,
Dil to jaise darwaje khol deta, sanchai ka mukhtaqleef!

Is kadar dard ko pee rahein hain,
Oonhe pata bhi nahin,
Ab tak bataya hi nahin,
Dartein hain, Kahin haqeekat dard bada dena kahin,
Khamoshi ki zubaan ab hotoin par nahin!

Kabhi arsh par kabhi farsh par

Kabhi arsh par kabhi farsh par
kabhi unke dur kabhi durbadar
ghamay aashiqi tera shukriya mai
kanha kahan sei guzar gaya

Dil mein kisi ki yaad hai

Dil mein kisi ki yaad hai
Uss yaad mein ussi ka naam hai
Jiska deedar karte hai baar baar
Woh hi kyun bewaafa yaar hai!!

Tab tak chaand kisi aur ka ho gaya.

Dil ke aangan se chaand ka didar ho gaya,
Mai uska deewana ho gaya,
Chaand badlo me kho gaya,
Maine badal hatne ka intezaar kiya,
Tab tak chaand kisi aur ka ho gaya.

being loved is secure

To walk is easy but to walk alone is tough,
being missed by someone is nice but missing someone is painful,
being loved is secure but to love is insecure.

Kuch din toh baso merii aankhon mein

Kuch din toh baso merii aankhon mein
Phir khuwab agar ho jaao toh kya

Koi rang toh do mere chehre ko
Phir zakhm agar mehkao toh kya

Ek ainaa tha so toot gayaa
Ab Khud se agar sharmaao toh kya

tanha tha Main tanhaa huun
Tum aao toh kya na aao toh kya

Tere baad koi “BEWAFA” na lagey.

Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,
Ke tere baad koi “ACHA” na lagey,
Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar,
Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.

Kab unki palkon se izhaar hoga,

Kab unki palkon se izhaar hoga,
dil ke kisi kone mein hamare liye pyar hoga,
guzar rahi hai raat unki yaad mein,
kabhi to unko bhi hamara intezar hoga

jo bina dil-walon se dil laga baithe

Anjane mein hum apna dil gawa baithe
iss pyar me kaisa dhoka kar baithe
unse kya gila kare?
Bhool hamari hi hai
jo bina dil-walon se dil laga baithe

Chot khate hai aur muskurate hai

Chot khate hai aur muskurate hai,
Iss dil ko sabar karna sikhate hai,
Hum to gham lekar bhi yaad rakhte,
Aur ek wo hai jo gham dekar bhi bhool jate hai.

Chahoo jo meri khataoon ki saza do mujh ko

Chahoo jo meri khataoon ki saza do mujh ko
Per khata kya hai zara itna bata do mujh ko

Mainey chaha tha tumhein aisey tu aakhir kyun kar
In wafaoon ke siley aisi wafa do mujh ko

Bhoolna tum ko hamarey liye namumkin hai
Jo ho sakey toh sanam tum hi bhula do mujh ko

Ab agar soch hi lia hai jo qata ka “saair”
Mein mar hi jaaon koi aisi saza do mujh ko

Dil mein kisi ki yaad hai

Dil mein kisi ki yaad hai
Uss yaad mein ussi ka naam hai
Jiska deedar karte hai baar baar
Woh hi kyun bewaafa yaar hai!!

Aap to manzil ko mushkil samajte hain

Aap to manzil ko mushkil samajte hain
hum aap ko manzil samajte hain,
bada fark he apke or hamare nazariye mein
aap hume sapna or hum aap ko apna samajte hain

Dard toh iss dil ko hota hai..

Bada afsoos hota hai jab aapka zikra hota hai
Toh bewafai ka mahool hota hai..
Jaanta hun aap bewafa nahi ho magar
Dard toh iss dil ko hota hai..

Bin tere hum mar jayenge..

Humne tumse pyaar kiya hai,
Humne tumko dil ye diya hai,
Hum tumko ab khona nehin chahte,
Dur tumse hona nehin chahte,
Ab tum hi batao ke kya karen,
Tumse ye aakar kaise kahen,
Ke tum na mili to reh nehin paayenge.

Bin tere hum mar jayenge..

ap k dil men

Suna hai kisi gair ne ye khabar udai hogi,
Ek din meri bhi aapse judai hogi,
Badi shaan se rahenge hum apke dil main,
Itne dino me kuch to jagah banai hogi!!

Hum kafan chod denge.

Panchi keh rahe hai ki hum chaman chod denge,
aur sitare keh rahe hai ki hum gagan chod denge,
agar tere ishq mein mai mar bhi jau ae sanam,
tum dilse pukar lena hum kafan chod denge.

Tum toh bewafa ho tumhe kya pata,

Zindagi mein mohabbat ka khumar kya hota hai,
Dil se dilbar ka milaap kya hota hai,
Tum toh bewafa ho tumhe kya pata,
Ke pyaar ka haseen ahsaas kya hota hai?

Shaam udas thi subah udas thi,

Shaam udas thi subah udas thi,
Kafan me lipti hue meri laash thi,
Ae mere gharwalo muje wahi dafnao
Jaha meri aur uski pehli mulakat thi…