Sisakti zindgi meri muhbt k bhanwar mai

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
Loading...
Shared by : On :

Sisakti Zindgi Meri Muhbt K Bhanwar Mai Hy,

Kaha Jaon Ye Dukh Lay Kar Muqadar B Safar Mein Hay,

Meray Humraaz Yaaron Ne Muje Barbaad Kar Dala,

Yehi ik Dard Barson Say Mere Khoon_e_Jigar Mein Hay,

Mere Daawa Hy Duniya Mein Wafa To Mar Chuki Kab Ki,

Koi Ye Mujh Ko Batlaye Wafa Ab Kis Nagar Mai Hay.